Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
Man ki aankhoon say mujhay kehnay nadeti hai Kahoon kiya zuban say mujhay bolnay na deti hai Karti hai tang mujhay sapnoo main aakay Kiya karoon raatoo ko sonay na deti hai Meri saansoon main mere dil main basi hai Dharhkanoon ko dharhkanoon say milnay na deti hai Kaali si zulfoon main qaid karleti hai Apnay door mujhay rehnay na deti hai Sangeet iski chahhat ka man main basaa hai Magar kiya karoon woh mujhay ganay na deti hai
Age: 125
7352 days old here
Total Posts: 5695
Points: 0
Location:
Virgin Islands, Virgin Islands
paki_fan said:

7487 days old here
Total Posts: 1545
Points: 0
Location:
United States, United States
Hui humse yehi nadani, Ke teri mehfil mein aa beithe, Hum tu hain zameen ke khakh, Jane Kiyon firr asmaan se dil laga beithe!!
Dil ko manana agar hota asaaan, Na Karta kise ko unhoon pereshaan, Tanha naa rehta bahre Mehfil mein, Na hoti woh halat jo ho naa beyan!!
Mujhe bhulana chahoge tu, Bhula naa sakoge, Mein palkoon pe tahar jahoonge, Tumhare ansoo ke tarah!!
Mujhe ghum nahin, Ke badal gaya zamana, Meri zindagi tu tum ho, Kahain tum badal naa jana!!
Khudah kissi ko kissi par fida naa kare, Agar kare tu Qayamat tak juda naa kare!!
Rooth gaya hai mujhko manane wala, Ab koi nahin mere naaz uthane wala, par jane kiya sochta hai, yeh khula darwaza, shahid rasta bhool gaya hai aane wala!!
Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
sistere je mein to larai nahin kerta..appko to maloom hai.. woh to hum mazakh ker rahey they.. aur jon se mein nein apni ami jan ke liye poetry post ki hai us ki candy bhi aap nein dost ko de dein.. very bad
Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
another one to my mom
mein apni maa key paon choo kar us ki goud mein bas kar us key duaon key pataal mein us key haatou key dhaal mein us ki muskrahat ki basant mein us key soundhay aanchal mein guzaar dou apna sara jeevan waar dou apna tan man dhan puray karooon yeh khuab saray puray karooon yeh armaan pyaray phir b naa hou sakay ga hisaab barabar teray ehsanou ka jou tu ney kiye hum par dua hai yeh rab-e-qadeer sey key aagaaz hou har din ka teri duaon sey mil jayein teray saray gham mujhey lag jaye meri b umar tujhay
Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
MAA TUJHAI DAIKHNA EBADAT HAI TU SARAPA KHUDA KI RAHMAT HAI KITNA MASRROR KUN HAI QURB TAIRA KITNA NAZDIKE BAGAH JANNAT HAI IS ZAMIN PER MOHABATOON KI NAMO IS ZAMIN PER MOHABATOON KI NAMOOEK TARI ZAAT SAI EBARAT HAi HAAT MAI PAOU LAI KAI SOCHAHTA HUNMAIRAI HAATOON MAI JAANAT HAI KIS KHADAR MOATABER HAI TAIRA WAJUD BAAT KAR NA TAIRA TILAWAT HAITARI AGOSH MAI NAHI PERWA ROZAI MOHASHIR HAI ,KIA QAYAMAT HAI TAIRAI HOTAI NAHI HUWA EHSSAS MOUSAMOO MAI BALLA KE HIDAT HAIDAMUN MAI BAHRAI KHAK LAHADKAI GHANI KHAK MAI WILAYAT
Age: 43
8234 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
Queen of jb said:
Friendz Forever
Friends are forever, Friends are for real. Friends are for expressing, All the emotions we try to hide, but feel. Friends are the flowers, which line the river's edge. They are for sharing, and for caring, and for the shields they place around us, like a hedge. Friends are for leaning on, They are for helping, and comforting, too. It would take forever, to describe all that they are, and true ones, are scattered and few. I am truly blessed in every way, and I thank the Lord on every day, because I have such a good Friend in YOU!
Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
to some people.. Ager Hum Dost Hotay Tu
Ager Hum Dost Hotay Tu To Karam Ki Inteha Kartay Tumay Palkon Mein Basatay Hum Ager Tum Rooth Jatay To Tumhay Kitna Manatay Hum Jo Milnay Tum Nahi Aatay To Aa Kar Khud Tumhan Miltay Tumhari Laghzishon Ko Bhi Hansi Main Hum Ura Detay Ager Apni Khata Hoti To Khud Ko Bhi Saza Detay Magar Ye Sab Jabhi Hota Ager Hum Dost Hotay To Magar Itna Hi Jana Hai K Tum Ney Aaj Tak Hum Ko Paraya Keh Ker Jana HaiKabhi Hamdam Naa Mana hai Ager Hum Dost Hotay To.....
Age: 125
7622 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
"Aj phir main tanha hoon Aur yeh dil bhi udas hai na hai koi rooshni ka cheerag na hi zindagi ka ehsas hai aj phir kar rahi hoon main tenha safar dil main aj bhi tujsay milnay ki ass hai mosam badltay rehaty hain par jazbaat badaltay nahi main zinda to hoon par marnay ki ass hai saal atay hain aur chalay jatay hain meray is dil mian bas tery hi yaad hai yeh zindagi hai ek taptay sehra ki tarhan par mujay sirf teri hi piyaas hai Ab bhi hain who galiyaan veeran mager un main aj bhi teray qadmoo ki ahat hai meray jazbaat hain aj bhi zakmi mager meri aank main aj phir wahi kuwab hai meri aakain hain betab barasnay ko megar kahan un main asoon ki soogat hai Lafz tanhie ka matlab tum jantay hoo is main iktitam_E_zindagi ka raaz hai meray dil main samander jasa shor hai aur mujay ak sahil ki talash hai megar main ab who nahi na hi mujmain koi purani baat hai main zinda hoon faqat teray liyan aj bhi is dil mager zakmi honay ka ehsas hai ab thum rahi hain sasaain meri mager ab bhi kahan meray intizar ka iktitam hai yeh zindagi bhi ek tamasha hai"RUKH" meray ander ab bhi un kahay alfaz hain

"intazar"
raat ma din ka intazar mohabat ma wasal ka intazar dori ma karbatoo ka intazar dokhoo ma khuchi ka intazar khiza na bahar ka intazar tapti doop ma barish ka intazar subha ma sham ka intazar intazar intaza intazar ya zindagi hai intazar zindagi jati howa marnay ka intazar fakat marta dam tak intazar intazar