Wana know something..

667 views 19 replies
Reply to Topic
friend_16

Age: 124
Total Posts: 10089
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
kal mujh say kisi nay poocha kay sadqay ka kuch paisay hein tu kahaan doon ?.. mainney kaha kay Tsunami kay liay kuch loog kaam ker rahay hein wahaan day dein .. to unhoon nay mujhay kaha kay wo kisi bhee tarhaan is kay haqdaar nahi hein .. coz un par Allah ka azaab aya hai .. wo aisay buray kaam ker rahay thay aur un ki society main wo buray kaam itnay common ho chukay thay unhein koi bura nahi jaanta tha (wahaan beaches ka koi haal nahi tha .. aur haram cheezoon main koi farq nahi raha tha .. wo loog pig meat aur pata nahi kia kia kuch haram khatay thay ) tu un par Allah ka azaab aya hai tu we shouldn't b giving our zakat n sadqa to them .. un say haqdaar wo loog hein jo pakistan main hein aur khud kama nahi saktay .. khud kamatay bhee hein tu poora nahi ker saktay .. ya wo aurtein jin kay husbands nahi hein ... n soo on .. pakistan main jo loog hein wo ziada haqdaar hein..
app logoon ki kia opinion hai is baray main???
Posted 15 Jan 2005

~CHANDNI~ says
ALLAH   ki battyen ALLAH HI behter jany .....
may to yah hi janty hooon kay woh bhi hamery jesy hi insan thy ,,,,,,,.///
ham sab hi to   ALLAH ko bholay bethy hayn
Posted 15 Jan 2005

friend_16 says
hamaray liay aik naseehat hai is main kay ab bhee waqat hai sambhal jaoo.. par hum hein kay isay keh rahay hein kay ye koi nature diaster hai koi kuch keh raha hai .. afsooos..
Posted 15 Jan 2005

well he/she was right...azaab bhi hai...aur qayamat ki nishani bhi hai...taake log ALLAH se darien...leken phir bhi hum INSANIYAT ki khatir madad karien
Posted 15 Jan 2005

~CHANDNI~ says
ary yah bhi akk QYAMET hi thy ham san=mghy tooooo
    per ham hayn kay hamy lagta hay yah kisy dosry donya ka waqiya hay
hamery sath nahi ho sakta yah
Posted 15 Jan 2005

Bazigaar said:

friend_16...u said k someone told u k victims r not haqdar cuz un per Allah ka azaab aya hae...all i have to say is who r those ppl to judge if that was azaab from Allah or if Allah was testing his ppl.

also...talking bout ppl in Pak who might be haqdar for sadqa...well...who knows...maybe they r the one who r under azaab from Allah and their financial position is always worse...who knows?

so it;s not upto us to decide if someone is under azaab or not...all we have to do is...if we need to give sadqa and if we know somone who takes sadqa give it to them otherwise give to any registered charity and they will use it where ever it's most needed.

right
Posted 16 Jan 2005

paki_fan says
shahrukh khan said:

well he/she was right...azaab bhi hai...aur qayamat ki nishani bhi hai...taake log ALLAH se darien...leken phir bhi hum INSANIYAT ki khatir madad karien

bilkul.. i agree.. kuch bhi hai.. kuch bhi woh kertey hain lekin phir bhi insaniyet bhi koi cheez hai.. aur usi ki khatir.. hum saab un ki help ker rahey hain aur kerna chah rahey hain...
Posted 16 Jan 2005

paki_fan says
per mein yeh nahin keh raha ke jo humarey pakistan mein humarey log hain un ka haq nahin hai.. kiun nahin hai un ka haq..pura haq hai un ka bhi.. lekin jo app se kisi nein yeh Tsunami aur un logoon ka kaha hai.. mein us ke bare keh raha hoon
Posted 16 Jan 2005

ALLAH ne kisi jagah par nahi kaha key help na karo
Posted 16 Jan 2005

friend_16 says
Bazigaar said:

friend_16...u said k someone told u k victims r not haqdar cuz un per Allah ka azaab aya hae...all i have to say is who r those ppl to judge if that was azaab from Allah or if Allah was testing his ppl.

also...talking bout ppl in Pak who might be haqdar for sadqa...well...who knows...maybe they r the one who r under azaab from Allah and their financial position is always worse...who knows?

so it;s not upto us to decide if someone is under azaab or not...all we have to do is...if we need to give sadqa and if we know somone who takes sadqa give it to them otherwise give to any registered charity and they will use it where ever it's most needed.

well baazi aik point .. we r not anyone to decide kay ye Allah ka azaab hai ya azmaish .. par the symtoms .. jo kay deekhaiyee diay hein .. wo azaab kay hee hein.. Hazrat Noah ka waqayee Quran main .. samunder say un par azaab aya tha .. pahaar (mountains) jitnee waves uthee theen aur saab kuch baha ker lay gaiyeen thee aur jin ko Allah TAllah nay bacahany tha aik Kashtee(ship) main bacha lia .. isee tarhaan ye jo Tsunami main hua hai .. Bohat baree waves thee .. kitnee building baha ker lay gaiyee aur jin ko Allah nay bachna tha bacha lia.. aik jaga Quran main hai Allah Tallah apnay naik bandoon ko hamaisha bacha laita hai aur us qoum main us waqat taak azaab nahi ata jaab taak us main naik banday hoon..
Posted 17 Jan 2005

tu yeh azaab hi tha...taake log ALLAH se darien..
Posted 18 Jan 2005

Ashii says
yaaarrrrrrrrrr,,,
azaab ho bhi to humein uss se naseehat leni chaiye,, na k khud hi behis ho k beth ja'ain
who r we to judge them.....

wahan wakai kafi galt kaam hote hein
but yarrrr,, kya iss desaster k baad hum mei se kissi ne apne aap ko sahi kiya ??
nahi naa,,, to phir yehi soch k madad kar dein k hamari baari bhi aae gi kabhi
Allah maaf kare sab ko
Posted 18 Jan 2005

friend_16 says
hmm waqayee jis ko jo samaj aata hai wo wohi karay .. wo kia na kay main apna pointview share ker rahee thee .. thats all ..
Posted 18 Jan 2005

SALL said:

yaaarrrrrrrrrr,,,
azaab ho bhi to humein uss se naseehat leni chaiye,, na k khud hi behis ho k beth ja'ain
who r we to judge them.....

wahan wakai kafi galt kaam hote hein
but yarrrr,, kya iss desaster k baad hum mei se kissi ne apne aap ko sahi kiya ??
nahi naa,,, to phir yehi soch k madad kar dein k hamari baari bhi aae gi kabhi
Allah maaf kare sab ko

bure kaam hote hain tabhi tu saza mili hai sarial...sarial ne help ki unki...ya sirf baatien hi kar rahi hai
Posted 18 Jan 2005

Guys and gals, helping needy is an obligation on believing men and women. Even if it is punishment from Allah, we are required to respond to the calls of needy. There are people who survived but their lives are completely torn as their families are dead, their properties are lost and they are sick themselves. Sadaqa is for disbelievers also. Omar RA once found an old jewish man begging in the street, he took him by his arm and asked the treasurer of Muslim coffers to allocate a regular stipend for the man.

Most people who were affected by the tsunami are Muslims. Most who died are children - do we really think it is the punishment of Allah!

There are other places where there is so much sin that happen day and night, much much more so than in selected asian islands. If anyone deserves punishment, they the deserve it before anyone. There is so much tyranny happening in some places that punishment of Allah would start from there.

tsunamis were a sign from Allah showing Allah's strength. There are no powers that can resist Allah's force. As Allah syas in the Quran, that "mountains will be crushed to dust and powder with just one (1) strike". Also the phenomenon of tsunami given in one small verse in Quran: "And when the seas become as blazing fire". "and when seas burst forth".

Lesson in tsunami was: death may approach in the blink of an eye and at any time, allowing no moment to repent or to seek forgiveness. Those who feel secured and think death is far away, these events may change the mindset.
Posted 18 Jan 2005

~Fragi~ says
jaisey kafi membaz ney kaha k hum koon hotey hain judge karney waley ...

but imo .. we muz help the humanity ...

we muz not forget k sab insaan Allah kee creatures hain

we all muz not forget k bad time aur test kisi per bhi kabhi bhi aasakta hai
Posted 20 Feb 2005

valandrian says
bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623
bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623bd21623

bd21623
Posted 24 Apr 2018

Posted 16 Sep 2018

Posted 20 Oct 2018

Posted 08 Nov 2018

Reply to Topic