dosti :)

2360 views 46 replies
Reply to Topic
Dua_786

Age: 124
Total Posts: 1513
Points: 0

Location:
United States, United States
Us Ki Dosti
ajj mila mugha eak insaan asa
jis na kahan mugha dost apna
sun ka mare khuwabon ko
sun ka mare parashaniyon ko
kuch apna sunaya us na
kuch apna kaha us na
agg jo mila mugha
phala kabhi mila na tha
ajj jasa mahasoos howa mugha
is sa pahalay kabhi howa na tha
paka us jasa dost ko
urna lagi hon main asmano main
ajj jasa dost mugha mila
bharosa hai kabhi mil na sakha ga kasi ko
milta hain asa log naseeb walon ko
milta hain asa dost takdeer walon ko
aur who naseeb main na ajj paya hai
aur who taqdeer main na ajj pai hai

HOPE U ALL LIKE IT,
THANKZZZ
Posted 06 Feb 2005

Nice
Posted 06 Feb 2005

wafakadard says
Dua_786 said:

Us Ki Dosti
ajj mila mugha eak insaan asa
jis na kahan mugha dost apna
sun ka mare khuwabon ko
sun ka mare parashaniyon ko
kuch apna sunaya us na
kuch apna kaha us na
agg jo mila mugha
phala kabhi mila na tha
ajj jasa mahasoos howa mugha
is sa pahalay kabhi howa na tha
paka us jasa dost ko
urna lagi hon main asmano main
ajj jasa dost mugha mila
bharosa hai kabhi mil na sakha ga kasi ko
milta hain asa log naseeb walon ko
milta hain asa dost takdeer walon ko
aur who naseeb main na ajj paya hai
aur who taqdeer main na ajj pai hai

HOPE U ALL LIKE IT,
THANKZZZ


Bhaot Khob Dua
Posted 06 Feb 2005

Fairl_Girl says
Posted 06 Feb 2005

ONLYARBAB says
very very nice dua thats gr8
Posted 07 Feb 2005

Dua_786 says
Thankzzz alot every1 4 repzzz
Posted 07 Feb 2005

Dua_786 says
HERE'S ANOTHER 1
TUMHARI DOSTI MERA LIYA KHASS HAI
tumhari dosti mera liya khass hai
kiyon ka jab bhi main chahoon
tum mera pass mera saath ho
main na kabhi socha bhi na tha
ka karon gi main asa bharosa kabhi kasi pa
lakin tumhari dosti main kuch khass hai
jis sa itebar kaiya hai main na tumpa
agar kabhi mera hont khamosh hon
ankeen ro rahi hon
to tum hota ho mugha sambhalna ka liya
tum to eak tofa ho zindagi ka
jis ko main na jab sa khola hai
khusiyan mera pass pass rahati hain
log tumhain bhi naya milan ga
log mugha bhi naya milan ga
dost tumhain bhi kuch milain ga
dost mugha bhi kuch milain ga
magar na mila mugha koi tum jasa
aur na hi tumhain koi hum jasa
tumhari dosti mera liya khass hai
Posted 07 Feb 2005

kiran says
very nice good...
Posted 07 Feb 2005

ONLYARBAB says
very good dua very good
Posted 08 Feb 2005

wafakadard says
Sorry Dua hamaraa to Dyeean he nhi paraa idera

ke kohi post he kar dain
so I am here now
Posted 08 Feb 2005

ONLYARBAB says
waisey sunny she wrote a beautiful ghazalz
Posted 08 Feb 2005

ONLYARBAB says
what do u think sunny
Posted 08 Feb 2005

Dua_786 says
thankz every1 4 repz
it's ok sunny... don't b sorry... Dosti main asa to hota rahata hai...
well arbab thankzz or main yeh kahana chahon gi ka agg tak main na jitni bhi ghazals post ki hai sari main na khud lakhi hai. Or haan aainda bhi jo post karon gi mare lakhi howi hongi. Ok
Thankz again
Posted 09 Feb 2005

ONLYARBAB says
u welcome dua hum intizar karain gay ji
Posted 09 Feb 2005

Dua_786 says
Ok
Posted 09 Feb 2005

ONLYARBAB says
ji dua ji bilkul waisey aap ki nai ghazal kab aa rahi hay
Posted 09 Feb 2005

Dua_786 says
abhi to pata nahi janab... lakin inshallah koshish hai ka jaldi sa likh ka bhag don...
Posted 09 Feb 2005

ONLYARBAB says
ok
ji ok
\
Posted 09 Feb 2005

wafakadard says
Posted 10 Feb 2005

wafakadard says
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
nice sunny
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
very good sunny
Posted 10 Feb 2005

Dua_786 says
Very nice sunny
thankz
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
u welocme dua
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
o sh*t
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
yeh to sunny k liye tha
Posted 10 Feb 2005

ONLYARBAB says
kher sunny ki taraf say welocme ji sunny dont mind plz
Posted 10 Feb 2005

wafakadard says
ONLYARBAB said:

o sh*t


Oh bahiyaa yeh kya hai???????/
ji Arbab bahi ap nay kiya hum nay kiya ik he bat hai
aur haan DUA Sukria
Posted 10 Feb 2005

Dua_786 says
Posted 11 Feb 2005

ONLYARBAB says
thanks ji thanks
Posted 11 Feb 2005

wafakadard says
Posted 11 Feb 2005

Reply to Topic