Age: 124
7390 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
kiran said:
tere pyar main men pagal si hon per tujhey abb milna itna asaan to nahin
dunya taney deti hai mughey herpal per tujhey yun bholna itna asaan to nahin
chahat ki hadh tak chu le pyaar mera per tera imtehan laina asaan to nahin
tum ishq ki baat karate ho, hum ishq karate hein tum chaand kaa didar karate ho, hum use palakon mein sajaa kar rakhte hein, ab tumse aur kyaa chupayein, tum hi ho woh jispe jaan nisaar karate hein.
Age: 124
7513 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai..................
Meri rooh mujh se bichar jane ko hai Wafa-e-muhabbat raak ho jane ko hai Jo mere dil se jhor kar meri zaat mein raha Woh bandhan pal mein toot jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Sokoon dil barbaad ho jane ko hai Raapte socho ke simat jane ko hai Yeh kaisa too ne muhabbat mein faasla rakha Apna ho ke ajnabi ho jane ko hai

Qurbato ke nisha mit jane ko hai Faasle dooriyu mein badal jane ko hai Woh ja sakta hai meri muhabbat ko chor ke Meri zaat to us ki muhabat mein waft ho jane ko hai
Muhabbat phir mujh ko aazmane ko hai.................
Age: 124
7221 days old here
Total Posts: 357
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
JANUBABY said: