Fairl_Girl
Age: 125
7677 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kabhi kisi se pyar na karna pyare kisi be-jaan pe mat marna pyar jab kabhi us ko yaad aye to phir ankhon ko ansuon se bharna pyare bahot zakhm le liya sine pe waise abhi to minzil-e-wafa se darna pyare bahot to bikhar chuke raza-e-dil ab to waqt aya ke sawarna pyare jab kabhi nakhuda dubone ka baat kare us kashti se alam tu utarna pyare
paki_fan
Age: 125
7702 days old here
Total Posts: 9535
Points: 0
Location:
United States, United States
JANUBABY said:
kabhi kisi se pyar na karna pyare kisi be-jaan pe mat marna pyar jab kabhi us ko yaad aye to phir ankhon ko ansuon se bharna pyare bahot zakhm le liya sine pe waise abhi to minzil-e-wafa se darna pyare bahot to bikhar chuke raza-e-dil ab to waqt aya ke sawarna pyare jab kabhi nakhuda dubone ka baat kare us kashti se alam tu utarna pyare
Fairl_Girl
Age: 125
7677 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mere honto ke mehakte hue naGhmo par na ja... Mere seene mein kai aur bhi Ghum palte hain... Mere chehre par dikhawe ka tabassum hai maGar... Meri Aankho mein udaasi ke diYe jalte hain
Fairl_Girl
Age: 125
7677 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
" Kitaab-E-Dil "
Kitaab-E-Dil Pay Likhay Thay Kitnay Hi Afsaanay, Kuch Qissay Nai Thay Aur Kuch Barsoon Puranay.. Kuch Un ka Zikr Jo Kabhi Rag-E-Jaan Say Thay Qareeb, Kuch WOh Jo Aaj Bhi Lagtay Hain Begaanay.. Kaash Aisi Koi Rut Koi Mousam Aye, Khushiyon Bharay Geet Hum Lagain Ghungunanay.. Aaj Bhi Dil Mera Is Aas Pay Zinda Hai, Aik Roz Tu Aayein Gai WOh Hum Ko Mananay.. Safha-E-Dil Ko Koi Humaray Parh kar Dekhay, Khoon-E-Jigar Say Likhay Hain Sab Afsaanay.. Ghuzra Hua Zamana Bhula Do Zehan Say Apnay, Attay Nahin Hain Kyon K Beetay Huey Zamanay