jb

7665 views 177 replies
Reply to Topic
Fairl_Girl

Age: 124
Total Posts: 26920
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
tell us yahan per jitnay bhi members hain unki koi bhi 1 khass cheez kia hai to ap subko achi lagti ho most har 1 member ki batani hogi only only 1 thing jiss mai woh member best ho?? only 1 thing


START
Posted 07 Mar 2005

joker says

mujy app kay aik word ki bi samjh nahii ayiii
plz mujy pashto nahii atiiii
sorry j/k
but eng main bata dayain nahii to dobara urdu main plz
Posted 08 Mar 2005

din din ti aap to toi baat athi ladti hay UN ti ait ait batani hay naaaaaaaaaa = jin jin ki koi baat achi lagti hay Un ki aik aik baat batani hay naaaaaaaa

U weltome
Posted 08 Mar 2005

joker says
app mery sath aik week rahain seeda ker doon ga i mean app kay words koo jk
ohooo ok i got it thx alot
Balich said:

din din ti aap to toi baat athi ladti hay UN ti ait ait batani hay naaaaaaaaaa = jin jin ki koi baat achi lagti hay Un ki aik aik baat batani hay naaaaaaaa

U weltome

Posted 08 Mar 2005

guest. says
JB KA RAJA said:



zaida he latka lia hai moun
nechay gir jay ga
Posted 08 Mar 2005

heart__hacker said:

app mery sath aik week rahain seeda ker doon ga i mean app kay words koo jk
ohooo ok i got it thx alot

Balich said:

din din ti aap to toi baat athi ladti hay UN ti ait ait batani hay naaaaaaaaaa = jin jin ki koi baat achi lagti hay Un ki aik aik baat batani hay naaaaaaaa

U weltome



And Ham tahtay Hain Aap Hamaley Chat Ait Din Lahain To Totlay ho dain day Alcho jk

" Ham to bhai jaisay hain, waisay rahain gay"
Posted 08 Mar 2005

Ashii says
SABZ PARI said:

hi salll


is that sofiii,,
sabz pari





balich is rite,,, iss ki posts parh k meri zuban khud phisalne lagti hai
Posted 08 Mar 2005

Chall

Waichay ---> to na banain na fache

Aap to meenu ti baatein chamjhnay main achani ho di na khekhe

Meenu tahan hay?
Posted 08 Mar 2005

Freddy says
app ki shakal dekh kay meraa "Taraah" khud-bu-khud nikalnay lagta hai.........
Posted 08 Mar 2005

lolzzzzz

BHAOO
Posted 08 Mar 2005

Ashii says
meenu to abhi bohooootttttttt kam bolta hai,,
matlab k bolta bohot hai par samajh kuch bhi nahi aata

abhi mela pappuu bacha bahir gaya hai,, thori deir mei aata hoga
Posted 08 Mar 2005

Me bi bohat tam bolti hon na

lolzz
Posted 08 Mar 2005

Ashii says

woh tum se bhi kam
balke mere se bhi kam bolta hai


pata nahi kya kuch kehta rehta hai,,
kahin mujhe bura bhala na kehta ho
Posted 08 Mar 2005

lolzzzzz

Posted 08 Mar 2005

hi ting tong
Posted 08 Mar 2005

guest. says
yahan door bell baj rahi hai kia
Posted 08 Mar 2005

Fairl_Girl says
JANUBABY said:

sall is litt close 10% rite
but maine khass chezz means jaise ki sall posting mai gr8 hain
sofia apa pic sher etc post karnay main
to jb memz ki bas 1 cheez jo apko inmain special lagay jo aur jb member main na ho samjh yahan ya abhi bhi nahin?

hmm
Posted 09 Mar 2005

guest. says
is she ryt babe??

coz i was waiting....hamay pata he nahin tha k app ka maksad kia hai sawal karnay ka!
Posted 09 Mar 2005

Fairl_Girl says
mujhe answer chahiye mazak nahi maine hi karo gi sub memz ki post phir ap sub ko samjh a ye ga
Posted 09 Mar 2005

guest. says
i really didnt understand wht u meant
mazak kab kia tha

hmm...well i guess thts a better idea!
app start karein!!
tah k hamay kuch idea ho k asal mein kia hona chahiye
Posted 09 Mar 2005

Dost In ghucha-wocha.Net

Dost Daldi Talen Tatay Ham Bi Talain
Posted 09 Mar 2005

joker says
phlay app aik week lagyoo phir hum bi a jayin gy
khair main jasia hoon waisa hi rahta hoon wasay mery sath rahooo gy to mery jasay hi hoo jayoo gy
Balich said:

heart__hacker said:

app mery sath aik week rahain seeda ker doon ga i mean app kay words koo jk
ohooo ok i got it thx alot

Balich said:

din din ti aap to toi baat athi ladti hay UN ti ait ait batani hay naaaaaaaaaa = jin jin ki koi baat achi lagti hay Un ki aik aik baat batani hay naaaaaaaa

U weltome



And Ham tahtay Hain Aap Hamaley Chat Ait Din Lahain To Totlay ho dain day Alcho jk

" Ham to bhai jaisay hain, waisay rahain gay"
Posted 09 Mar 2005

cutefriend says
Posted 09 Mar 2005

joker says
app ko kia howa
yahan kia ksaii ko kuch nahii bi hota
Posted 09 Mar 2005

cutefriend says
acha
Posted 10 Mar 2005

Wol.....wol ko problems solve karna khoob aata hai

sall......koi lehaz nahin tit 4 tat

Adii..............always don mind (mind hai hi nahin so koi bhaar nai)

Yas............khoob bardasht hai


soffi..........friendly

Fragi.......wants anti depressent(kabhi bohat witty aur jolly tha)





baqi jo reh gaye hain oon say bhi mujhay koi shikayat to nahin kash b, wafa, shais, shah, balich, subha. babe, r nice members
Posted 10 Mar 2005

SALL said:

queeny ----> naam se pata chalta hai,, adaat mei bhi queen hi hai ;)

yeh comment hai ya complement

kya karoon dear mizaj hi shahana paya hai
Posted 10 Mar 2005

guest. says
ty queeni
Posted 10 Mar 2005

Posted 10 Mar 2005

guest. says

Posted 10 Mar 2005

heart__hacker said:

    phlay app aik week lagyoo phir hum bi a jayin gy
khair main jasia hoon waisa hi rahta hoon wasay mery sath rahooo gy to mery jasay hi hoo jayoo gy

Balich said:

heart__hacker said:

app mery sath aik week rahain seeda ker doon ga i mean app kay words koo jk
ohooo ok i got it thx alot

Balich said:

din din ti aap to toi baat athi ladti hay UN ti ait ait batani hay naaaaaaaaaa = jin jin ki koi baat achi lagti hay Un ki aik aik baat batani hay naaaaaaaa

U weltome



And Ham tahtay Hain Aap Hamaley Chat Ait Din Lahain To Totlay ho dain day Alcho jk

" Ham to bhai jaisay hain, waisay rahain gay"


otay talain tayal ho dain phil
Posted 10 Mar 2005

Reply to Topic