what has 2 be ur favourite line out of films????????? mine r as follows: "Bade bade deshon mein..aisi chhoti chhoti baatien hoti rehti hain!!! - Dilwale Dulhaniya Le Jayange! "Babu ji nay kaha gaon chordo sab nay kaha paro ko chordo paro nay kaha sharab chordo ajj tumnay kaha yeh hawayli chordo ek din aega jab woh kahaiga k yeh dunya hi chordo"(devdas)
"main tumhain bhol jaon yeh ho nahin sakta aur tum mujhya bhool jao yeh main honay nahin doonga"(dhadkan)
"pata hai main kya soch rahi hoon,main soch rahi hoon k ek patni apne patis se bewafa hosakti hai,ek ladki apne ashiqs se bewafa hosakti hai magar ek maa..ek maa bewafa nahin hoosakti"(bewafa)
"Hai ajj meri yaar ki shadi magar main khush nahin hoon hai kissi k pyaar ki shadi magar main khush nahin hoon mainay roka ussay toka ussay samjhaya bhi deke wasta apni yari ka manaya bhi uski rah ka pathar bana aur kanta bhi phool ban kar us k samnay murjhaya bhi laikar k chal diya hai woh bahare dahaij main hai kissi k pyaar ki shadi magar main khush nahin hoon hai ajj meri yaar ki shadi magar main khush nahin hoon"(mere yaar ki shadi hai)
"zindagi main agar kuch banna hai kuch hasil karna hai to apnay dil ki suno aur agar dil bhi na jawab day to ankhai band kar k apnay mammi pappa ka naam lo phir dekho har manzil har mushkil asaan hojaegi"(k3g)
Age: 125
7618 days old here
Total Posts: 2890
Points: 0
Location:
United States, United States
oh ya forgot, the best quote from KAL HO NA HO
"Aaj, Aaj ek hasee aur baant lo... Aaj, ek dua aur maang lo.... Aaj, ek aanso aur pi lo... Aaj, ek zindagi aur ji lo... Aaj, ek sapna aur dekh lo... AAJ.....kya pata, Kal Ho naa ho...."KAL HO NA HO
Aaj, Aaj ek hasee aur baant lo.. Aaj, ek dua aur maang lo.. Aaj, ek aanso aur pii lo.. Aaj, ek zindagi aur ji lo.. Aaj, ek sapna aur dekh lo.. AAJ..kya pata, Kal Ho naa ho..- KAL HO NA HO
Babu ji nay kaha gaaon chordo.. sab nay kaha paro ko chordo.. paro nay kaha sharab chordo.. ajj tumnay kaha yeh hawayli chordo.. ek din aega jab woh kaha ga k yeh dunya hi chordo...- devdas
Age: 125
7453 days old here
Total Posts: 312
Points: 0
Location:
,
"Kon Kambak bardasht kar ne ko liye peetha hai. Hum tho peethe hain ke yeha beth saake, tumme dekh sake, tumme bardasht karsake, paro ko bola sake" (Devdaas)