Wajood-i-zun

2340 views 92 replies
Reply to Topic
MsaeedBarkat

Age: 124
Total Posts: 467
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Wajood-i-zun say hay kainat main rang.............ziada

               YA

Wajood-i-zur say hay kainat main rang...............ziada
Posted 18 Mar 2005

Ashii says
zan aur zar
hmmm......


depends,, aap ki nazar mei dono ki kya ehmiyat ya izzat hai
Posted 18 Mar 2005

what about need?
Posted 18 Mar 2005

waisay aksar log chahtay hai k ZUN ....... ZUr lay k aaye
















oh serious baat hai solly
Posted 18 Mar 2005

QUEEN VICTORIA said:

waisay aksar log chahtay hai k ZUN ....... ZUr lay k aaye




yaani    

double rung











oh serious baat hai solly

Posted 18 Mar 2005

Ashii says
haaaahaahahahhahahaa....
queennnuuuu




NEED ??
o come on masi yarrr,,
zyada zarr,, aur dherr saari zan,,, means aap ki life mei zyada rang
do u realy need it ??
Posted 18 Mar 2005

phir to sirf rang hi reh jaey go and nothing more
Posted 18 Mar 2005

Ashii says
yar waise aik baat
aksar log yeh baat karte hein wot is more important

money or woman
hmm,, i think if money is more important for u then woman wont b a pb,, but then dont ask for true love coz agar aap k liye paisa sab kuch hai to that woman can wish the same thing

aur agar zan to,, hmmmmmm
yahana bhi 2 baat
y do u need a woman,, coz u love her or coz u 'need' one

agay hum kuch nahi bolein ge
Posted 18 Mar 2005

MsaeedBarkat said:

Wajood-i-zun say hay kainat main rang.............ziada

                YA

Wajood-i-zur say hay kainat main rang...............ziada



ZUN ZUR hota kiya hay?

Challl Help Naaaaaaaaaaaaaaaaaaa
Posted 18 Mar 2005

guest. says
zun orat ko kehtay hein or zar dolat ko!
Posted 18 Mar 2005

oh meri 911 jia

otay

sochtay hain
Posted 18 Mar 2005

guest. says
ji jia ki jaan

socho socho
kabhi na kabhi tou samjh aa he jay gi
Posted 18 Mar 2005

yech na ait 2 saal baad

talay palay hi hay nahin chamajh ata
Posted 18 Mar 2005

Bazigaar says
wot's Wajood-i-zun ?
Posted 19 Mar 2005

Why can't they invent something for us to marry instead of WOMEN?
Posted 19 Mar 2005

Bazigaar says
Posted 19 Mar 2005

Bazigaar says
dat u have to ask god
Posted 19 Mar 2005

Bazigaar said:

wot's Wajood-i-zun ?



Wajooe-i-zan

presence of women
Posted 19 Mar 2005

Ashii says
franky
alternative hai
par hum chup
Posted 19 Mar 2005

donon k baghair duniya ka guzara nahin
Mard sari zindagi ZAN k liye ZAR kamata hai
Posted 19 Mar 2005

Bazigaar says
MsaeedBarkat said:

Bazigaar said:

wot's Wajood-i-zun ?



Wajooe-i-zan

presence of women


ohh acha, so what was da question again?
Posted 19 Mar 2005

Ashii says
ufff ho
kissi ko kuch samajh nahi aati


ZAR woh jo jitna bhi mile ZARa sa lagta hai (means kam lagta hai)
aur ZUN woh jo ZUNnate daar chanta maare to nani yaad aa jati hai
basss,, simple
Posted 20 Mar 2005

guest. says
kia explanation hai
Posted 20 Mar 2005

guest. says
Balich said:

yech na ait 2 saal baad

talay palay hi hay nahin chamajh ata



chalo..2 saal intazaar kar letay hein

jis nay woh kaha tha..osay khud samjh nahin aaya
Posted 20 Mar 2005

Ashii says
dil mera pagal hai janaaa
iss ko tum behla doooo




wah wahh
hum ne kya explanation ki hai
Posted 20 Mar 2005

SALL said:

ufff ho
kissi ko kuch samajh nahi aati


ZAR woh jo jitna bhi mile ZARa sa lagta hai (means kam lagta hai)
aur ZUN woh jo ZUNnate daar chanta maare to nani yaad aa jati hai
basss,, simple



otay toi pochay da to jahi bataon di

Posted 20 Mar 2005

kash_beauty said:

Balich said:

yech na ait 2 saal baad

talay palay hi hay nahin chamajh ata



chalo..2 saal intazaar kar letay hein

jis nay woh kaha tha..osay khud samjh nahin aaya


otay

jah bi hay ya jah nahin hay?
soch lahi hon
uffffFff nahin sochti coz coz coz u know na
Posted 20 Mar 2005

Bazigaar says
abhi ye kiya ho gaya
Posted 21 Mar 2005

Bazigaar said:

MsaeedBarkat said:

Bazigaar said:

wot's Wajood-i-zun ?



Wajooe-i-zan

presence of women


ohh acha, so what was da question again?




more wealth mekes the world charming
       
               or

presence of women has make the world charming
Posted 21 Mar 2005

SALL said:

ufff ho
kissi ko kuch samajh nahi aati


ZAR woh jo jitna bhi mile ZARa sa lagta hai (means kam lagta hai)
aur ZUN woh jo ZUNnate daar chanta maare to nani yaad aa jati hai
basss,, simple









your explaination........................well
Posted 21 Mar 2005

phir kya moral hai story ka.............
Posted 21 Mar 2005

Reply to Topic