kuch khud bhi thye afsorda se kuch tum bhi ham se rooth gaye kkuch khud bhi zakhm k aadi thye kuch shishye hath se choot gaye kuch khud bhi the hasas bahut kuch apnye muqadar root gaye kuch khud itne muhtat na thye kuch log bhi hum ko loot gaye
Age: 39
7805 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
tumhyen jana ijazet hai ... ke in tareek rahoon per thakan si khud ko paoo to andheroon se kabhi dil dol jaye thak si jaoo to merye jaltye huye lamhon merye kangal hatoon se chura ke apnye hathoon ko fiza ki naghmagi se tum ne naye getoon ko chun lena haseen palkoon ki nokoon per naye kuch khab bun lena koi ger pooch le to mera us se zikar mat kerna merye jevan ki jalti dopeher se be gharz ho ker tum apni chandani ratoon main jugnoo palti rehna meri tanhayoon ki wehsatoon ki fiker mat kerna tumhyen is ki ijazet hai merye sab khat jala dena merye tohfoon ko darya main bahana yan daba dena meri har yaad ko dil se khurachna aur mita dena tumhyen bilkul isazet hai ke jab chaoo bhula dena mager itni guzarish hai ager essa na ho jana to acha hai ......
Age: 124
7531 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mastana.net
1) Kabhi gamo se tumari mulakat na ho udaas bethe raho aisi koi baat na ho shiqayat ho to hume maf kar dena fursat mile to hume yaad kar lena
2) Mat mila aise dost se ae khuda, ye hamein barbaad karte hai, hum to sms ki bauchhaar karte hai aur ye 1 rupiye ke liye bhi vichaar karte hai
3) Pani ka ek katra aankh se gira abhi abhi.. kya tum ne mujko yaad kiya abhi abhi.. tujh se mile zamana hua magar... yun laga koi mujse mil k gaya abhi abhi..
4) Asman se utari hai, taron se sajai hai, chand ki chandni se nehlai hai, sambhal ke rakhna yeh dosti, meri zindgi bar ki kamai hai...
5) Dil ki hasti mit gayi hoti, aur sare dard badh gaye hote, jindgi aap jaise dosto ki amanat hai, varna hum to kab ke bikhar gaye hote..
6) Umar ki rah me insan badal zata hai, waqt ki andhi me tufan badal jata hai, sochta hu tumhe pareshan na karu, lekin baad me irada badal jata hai.
7) Kabhi dost' kehte ho, kabhi dua dete ho, kabhi bewakt neend se jaga dete ho, par jab bhi hume sms karte ho khuda kasam khushi hi khushi dil main jaga dete ho
8) Jaan se bhi zyada unhe pyar kiya karte the, yaad unhe din rat kiya karte the, ab un raho se guzra nahi jata, jaha baith kar unka intezaar kiya karte the..
9) Kisi mod par hum aapko khone nahi denge, Juda hona chaho to bhi hone naho denge. Chandani rato me aayegi meri yaad, Meri yaad ke woh pal aapko sone nahi dengE.
Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki Hai
Hum nay kuch Is tarhan Muhabat Ki hai k Muhabat main Tumhari parstish Ki hai .....
Tumharay bageer Zindagi ka Koi tasaver nahin Main Nay kuch is tarahan Se Tumhari tamana Ki hai .....
Hamaray darmiyan Hail rahain Sadiyon Ki Khamoshiyan Main nay Tum Se Kuch is tarahan Guftugu Ki hai.....
meray Dil main bas Jao Tum Ruh O Muhabat ban k Main Nay Dil Ki geherai Se ye Ilteja Ki hai.....
Tumharay Milnay Se pehelay main Khud Se naashna Tha Samjah Hai Piyar Ko jab Se Muhabat ki hai........
meri Zindagi Ki Khushiyan Tum Se Hi Hain Wabasta Main Nay rab Se Tumhain panay Ki Dua Ki hai.......
Main Tumhain Cheen Lon ga Duniya Ki rasmon Se Main Nay Tumharay Liye Zamanay Se Bagawat Ki hai =============================
Lafzoon ke adayegi hawa k saat parwaaz karte ha.Isilye tu waday toot jatay hain,bikhar jatay hain.Jinheyin hum chahtay hain wo humein nahin miltay aur jo hamare chahat,hamare muhabbat nahin hotay,wo hamara”Naseeb” hamara muqaddar banjatay hain.Aaisa kyon hota ha.shayad isliye k wo jo upper betha ha’wohi sub ka muqaddar likhnay wala ha.Aaisay mein humein phir yehi karna chahiye jo kise Shayar nay kaha ha.
Age: 39
7805 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
yun hi hoti hoon jab main tanha tho sochon men gum hoti hoon jaisey who kahin hai merey saath jaisey haathon men hai oos kaa haath tho aik muskuraahat aa hi jati hai aur bhula deti hai,mita deti hai sab sochein sari tanhaiyaan mainey tho buss aik cheez hai paee who hai teri yaad ,sirf teri yaad
Age: 39
7805 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
muhabat ki kami honye lagi hai adhori zindagi honye lagi hai kadam rakhtye hi pehla mery ghar main rawana phir khusi honye lagi hai khilono ki jaga dil tot-tye hain ke guriya ab bari honye lagi hai yeh kis ke hath be mujh ko chua hai badan main roshni honye lagi hai main jis ke rastye per chal raha hoon woh manzil gher ki honye lagi hai
Age: 124
7531 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Mohabbat Kis Ko Rass Aai Hai
" "Mohabbat uddas shaam ki manind meray seenay mein utter Aaye hai jis mein na sobbah ka guman hota hai aur na he koi saher paye hai rug rug mein gerdish-e-khoon mein bus gaye hai teri mohabbat kabhi kesi anjaan nay b issay rehaye pai hai mohabbat pyass bun ker utterti hai aur ashk baar ker k chordti hai uddas lamhon nay b kabhi rung ki badli paye hai na chodra saka hai koi damen bai intaha mohabbat say per yeh baat such b hai MOHABBAT KIS KO RASS Aai HAI damen bachana tum hamesha mohabbat say werna iss ki ulfat mein buhat he roswaye hai uddasian, tanhaiyan reh jati hein zindagi mein faqat meri jaan taqdeer nay b kabhi dosti nebhai hai na kerna yaaron mohabbat k iss mein bardi he roswai hai!!!!!!!!!!!!!!!!!!