jhuke hue aur ghulam kaumon ki aik nishani yeh bhi hoti hai k woh khud se koi decision nahi le sakte,, difference between liberty and independance (azaadi aur khud-mukhtari)
hamare han sab log, including my fam, sab yehi sochte hein k kahin se koi aa k sab masle hal kar de
yeh reason hai panchaiyat k hone ka,,,
basicaly panchaiyat koi galt cheez nahi hai,, commun pbs ko hal karne liye zahir hai koi 'neutral munsif' hone chaiye,,,, par ab unn mei akal aur samajh n ho to kya kiya jae
ab baat i judicial sys,,,,,,, to yar panchayat ya sardar apne areas k 'na khuda' hote hein,, apne haath se itni power kaun jaane deta hai
aur phir court/police k chakkar mei to woh pare na jinn ka wahan tak aproach ho,,,, upper se logon ko iss baat ka yakeen dila diya gaya hai k asal islami asoolon pe sirf panchayat chalti hai, judicial sys angrezon se inspire hai
yani k seeeedha seedha sache pakkke naik aur muttaki musalmanon k imaan ko lalkarne wali baat,,, ab kissi k paas kuch kehne ko hai bhi to koi kuch nahi kahe ga
yeh raeson hai panchayat ki popularity ka,,
innn sab k upper sone pe suhaga, jahalat
hamare han k logon ko aaj tak yeh samajh nahi i k musalman hone liye Islam ko samajhna bohot zaroori hai,, once me ne aik doc dekhi thi abt a boy who killed his mother,,,
aur interview mei that guy said : sab logon ne mujhe kaha k tumhari maa galt aurat hai aur apni izzat bachane ka yehi tareeka hai k kill ur mother,,, aur gau k bare buzurgon molvi sahab ne kaha k Quran pak mei yehi likha hai
ab uss jahil se koi yeh puche k ullu k kaan molvi sahab se woh ayat bhi puch leta aur parh k yakeen kar leta itna bara step lene se pehle
par khair usse koi kya kahe,,, jo Quran pak parhe hue hein woh bhi apna time aane pe sab bhool jate hein
baki baad mei