Pyarrrrrrrrrr

865 views 25 replies
Reply to Topic
HiRa....

Age: 124
Total Posts: 714
Points: 0

Location:
,
Pyar karke dekhiye ye duniya kitni haseen hai.
Murde bhi Kah uthenge ki jindagi kitni rangeen hai.
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Pyar karte hain sanam hum had se bhi jyada tumse.
Maang le agar to jaan nisaar kar den tujh pe.
Tumse milne ke baad kehten hain hum ab sabse.
Tumhara khuda hai aasmaan main par mera jameen pe
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Toofan main diya jalta nahin par main jala doonga.
agar tumhara pyar mil jaye to duniya ko bhula doonga.
Tumhare kadmon pe jindagi ki har khushi luta doonga.
Ek baar kah do apna tumhen dil main chupa loonga.
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Aankhon ki saza tab tak hai
                                         jab tak dildaar na ho.
Dil ki saza tab tak hai
                                         jab tak yaar na ho.
Ye jindagi bhi ek saza hai
                                         jab tak kisise pyaar na ho.
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Ankhon ki saza tab tak hai
             jab tak deedaar na ho
Dil ki saza tab tak hai
               jab tak izhaar na ho
Ye zindagi bhi ek saza hai
               jab tak pyaar na ho
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Kaliyan to khil chuki ab phoolon ki baari hai.
      Humne to izhaar kar diya ab aapki baari hai.
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Jinki yaad mein hum deewanay ho gayeh,
Wo hum hi say bayganay ho gayeh

Shayad unhain talash hay ab nayah pyaar ki
Kyunkay unki nazar mein hum puranay ho gayeh

Baaki kuch na raha zamaanay mein
Jawani guzar rahi mehkhaanay mein
Ab to karlay mayray pyaar pay yakeen
Warna zindagi beet jaayegi aazmanay mein

Tumhari har adaa ka kya jawab duon
Apnay pyaar ko kya badhawa duon
Koi acha sa phool hota to maali say mangwata
Jo khud gulaab hai usko kya gulaab duon

Waqt humain bhulla chuka hai
Mukaddar bhi na bhulla day
Hum pyaar isliyeh nahi kartay
Kay kahin humain phir say koi na rula day

Aankhon mein aansoo aa jaatay hain
Phir bhi laboon pay hansi rakhni padti hai
Yeh mohabbat bhi kya cheez hai yaaron
Jissay kartay hain usee say chupani padti hai
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Agar mohabbat ki hai mujhse to
                          mujhe apne sare ghum de do.
Apne dard apne aansoo sare
                          mujhe mere sanam de do.
Khuda se dua hai ab to yehi
                          meri umra bhi tujhe lag jaye.
Tumhare hisse ki maut bhi
                          mujhe hi ab mil jaye.
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Chandni chand se hoti hai sitaron se nahi
Pyar bhi ek se hota hai hazaron se nahi
Kaise tumhe yakeen dilaun ki tumhi mere rahat ho
kaise tumko samjhaun ki tumhi mere chahat ho
Jahan chahat aur rahat na ho wo pyar nahin
Wo sanam sanam hi kya jis par aetbar nahin
Posted 15 Jul 2005

HiRa.... says
Tere hothon ki surkh lali chura loon chahat hai yehi.
Thoda hi sahi pyaar pa jaaon tera hasrat hai yehi.
Posted 15 Jul 2005

Fairl_Girl says
Posted 16 Jul 2005

cutefriend says
Posted 16 Jul 2005

HiRa.... says
HEEY THX KING..Fairl_Girl N CUTEFRIEND..4 REPLYING..
Posted 16 Jul 2005

Dua_786 says
Posted 16 Jul 2005

ONLYARBAB says
nice ones
Posted 17 Jul 2005

~CHANDNI~ says
Posted 17 Jul 2005

HiRa.... says
heey thx..
Posted 17 Jul 2005

~CHANDNI~ says
welcome

kiya ham   join ker sakty hay app ko??
Posted 18 Jul 2005

~CHANDNI~ says
ADHOORAY KHUWAAB
Aik wahma tha dil main
Shayad kabhi milo tum
kuch dair ruk ker poocho
beetay dinoon ka moosam
aawaz main ho larzish
aankhoon main ho tajassus
Mazay ka koi lamha
shayad atak gaya ho
sab bhool ker bhi shayad
kuch yaad agaya ho
phir main tumhain bataoon
apni khushi ki baatain
har dukh ko chupa ker dil main
aasoodgi ki baatain
wo chand chudhween ka
taroon bhari wo aankhain
dilkash haseen shamain
maasoom wardatain
wo piyaar ka tasawwor
wo bandagi ki batain
Wo rooz rooz marna
Aur zindagi ki baatain
Tum dukh say muskurao
Dheeray say muskurao
Dheeray say paas aao
Sar ko jhuka kay apnay
Chup chaap loot jao
Phir main bhi muskuraon
Maan kay diyay jalaon
Duhraon apnay dil main
Taa'luq say haqeeqat
Aik khuwab zindagi ka
Haan umer bhar jo daikha
Kabhi ho saka na pora
Younhi rah gaya adhoora
Aik khuwab-e-zindagi tha
Posted 18 Jul 2005

HiRa.... says
yup..hunz..can ya join it.. :)
Posted 18 Jul 2005

~CHANDNI~ says
Message) Sent: 3/16/2005 12:21 PM
                            GUM NAAM RASTAY.......................

LAFZ BHE GUM HO JATAY HAIN JAB MAIN LIKHTI HON

SHAMA BHE GULL HO JATI HAY JAB MAIN CHALTI HON

ROSHNI KION RASTA BADALTI HAY JAHAN MAIN CHALTI HON?

KHUSHI DAMAN BACHA KER CHALTI HAY JAHAN MAIN HOTI HON

AAY GUM NAAM LAFZOON,AAY SHAMA KAY PERWANON

AAY AN DEKHI ROSHNI,AAY KHUSHION KAY JHARONKON

EIK ANJAN RAHON PER CHALTI LARKI TUM SAY YEH SAWAL KERTI HAY

ANMOOL HAY US KE HASI OR ANSOO PHIR BHE KHUSHI KE UMEED KERTI HAY

AAY TAQDEER BANANAY WALAY "WAFA" KE KISMAT MAIN AKHIR KIA HAY

AUB TO SANSOO KE DOOR KHINCHTI HUE LAGTI HAY.................................

Posted 18 Jul 2005

cutefriend says
Posted 19 Jul 2005

valandrian says
bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168
bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168bd34168

bd34168
Posted 08 May 2018

Posted 18 Sep 2018

Posted 24 Oct 2018

Posted 12 Nov 2018

Reply to Topic