EXPERIENCE

2321 views 66 replies
Reply to Topic
hum dumm

Age: 125
Total Posts: 89
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Guys who has join university and passed their univesity life How do they find university life.is it boaring? or fast or adventureous or ...........
Posted 13 Sep 2005

i have tasted univ life twice on for Bachelors and that period was kool and once for masters and that was painful coz i was doing job @ same time
Posted 13 Sep 2005

ill be joining unv plz tell me ur experiences
Posted 01 Nov 2005

egoistguy4 says
tum rehnay do unv mut jana zamanaa bara kharab hai
Posted 01 Nov 2005

arey jiss unv main tum ho sara kharab zamana wahan hai aur maira uss unv janey ka koi irada nahi hai main kahin aur hi jaoun gi
Posted 02 Nov 2005

egoistguy4 says
meray hr unv mein dost zaroor hein..tum jahan bhi chali jaoo mujhay batana bs aik dafa wahan bhi zamana kharab aa jay ga....
Posted 02 Nov 2005

BadShaH1 says
fast and adventourous in the beginning
then if ur degree is long
u get bored
Posted 03 Nov 2005

egoistguy4 said:

meray hr unv mein dost zaroor hein..tum jahan bhi chali jaoo mujhay batana bs aik dafa wahan bhi zamana kharab aa jay ga....



mujhey pehlai hi putta hai k tum sai bachna hai
Posted 03 Nov 2005

cutefriend says
palmist ho kiya
Posted 04 Nov 2005

egoistguy4 says
nahin najomi hai
Posted 07 Nov 2005

javad says
mujhy to pata hi nahi
Posted 08 Nov 2005

university life bahut thrilling hotee hay
Posted 13 Nov 2005

haan yaar says
aray princess app hamari university mein a gayein na wahan zamana theek hai and teen bhai app teens ko tracker mut banay na tu univ thrilling nahi hoti
Posted 24 Nov 2005

adeel bhai bas kia karain ab woh din kahan
Posted 24 Nov 2005

madgirl says
mera to koi experience nahi haa albata mera bhai,or behan ka hai,bhai univ mai jaane se pehle bohat shy tha bas jo mil jaaye pehen leta tha,jeans se to jese us ko chirr thi,kisi se zada nahi bolta tha magar jab kisi se bolne lagta to acha hasi mazak kar leta,par jab univ gaya to.............itna confidence us mai aagaya k kia bataoo,ab wo jeans k ilawa kuch or pehenta hi nahi or ab or zada rude hogaya hai,haa meri behan wo univ jaane se pehle mod thi fashionable thi,confident thi or har waqt hasti bolti,magar univ jaane k baad us mai sab se bara change ye aaya k us ne parda start kar diya ab wo complete islamic hokar jaati hai,sab fashion karna chhor diye
ye do characters apni zindagi mai dekh chuki hoo par kuch samajh nahi aaya,ek fashionable ban gaya univ jaa kar,or doosri shy islamic girl ban gayi
Posted 25 Nov 2005

haan yaar says
aray un ko chooro na tum batao tum kya banna chahti ho
Posted 28 Nov 2005

~CHANDNI~ says
hum dumm said:

Guys who has join university and passed their univesity life How do they find university life.is it boaring? or fast or adventureous or ...........




    moka hi nahi mllla
Posted 28 Nov 2005

madgirl says
mai doctor banena chaahti hoo
Posted 28 Nov 2005

javad says
zaroor bano magr apni dr na bana insano ki banaaa
Posted 28 Nov 2005

Posted 29 Nov 2005

haan yaar said:

aray princess app hamari university mein a gayein na wahan zamana theek hai and teen bhai app teens ko tracker mut banay na tu univ thrilling nahi hoti


aisey kon si univ hai jahan app bhi hain aur wahan zamana bhi theek hai
Posted 29 Nov 2005

javad says
chaaaa gaye aen sonyee





oho sonyee waly alfaz wapis leta hon..
Posted 29 Nov 2005

lolzzz
Posted 30 Nov 2005

haan yaar says
Princess chaaaaa gayee hai
mein bhi ahoon app ki taraf zamana theek kyoon nahi hai
Posted 30 Nov 2005

loo jee
zamana tu app loagon nai kharab kiya hova hai
Posted 01 Dec 2005

don kay hote huay haha
Posted 04 Dec 2005

loo yahan tu don bhi aa gaiya
chaloo jee
Posted 05 Dec 2005

haan yaar says
shy tum bhibhag jao aur mein bhi warna yeh don tu doonon ki waat laga dega
Posted 05 Dec 2005

javad says
Posted 05 Dec 2005

haan yaar says
waalikum as salam
Posted 05 Dec 2005

haan yaar said:

shy tum bhibhag jao aur mein bhi warna yeh don tu doonon ki waat laga dega



arey yeh don tu apun ka bhai hai
app bhagoo
warna app ki shamat aa jai gi
Posted 06 Dec 2005

Reply to Topic