Forums
Freedom of Speech
Khwab martay nahi,
Reply to Topic
Doctor Sam
Age: 125
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kisi ne aik bachhay say Khwab ki definition poochi to Bachhay nay kahaKhwab wo television hey jo insaan sotay main dekhta hey, how simple and innocent definition it is....
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
KHWAB MARTAY NAHI khwab dil hain, na aankhain, na saansain k jo raiza raiza huye to bikhar jaien gay jism ki mot se ye bhi mar jaien gay KHWAB MARTAY NAHI
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khwab k baray main kya kehna chahain gay...?
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khab mostly poray nahin hotay... but ya woh hain jo humara sath kabhi nahin chortay... insaan humain chor daitay hain... jin say hum pyar kartay hain woh humain chor daitay hain... but khab kabhi nahin chortay... KHAB ADHORAY SAHI KHAB SAHARAY TU HAIN
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
jo log khwab nahi dekhtay, wo aagay bhi nahi barh saktay...
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
exactly very well said
~Fragi~
Age: 43
8214 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
khawab dekhna koi jurm nahi but zaroori nahi k hum un kee haqeeqat ko bhi paa leein
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sahi kaha fragi... zarori nahin jo khab hum daikhtay hain woh poray bhi ho jain mara SUM1 bhi aaisa hi hai... maray liyay aik khab... jisay panay ki main duain mangti hoon... but woh bhi apki wali baat hi kahta hai na k zarori nahin khab ki haqeeqat ko hum pa lain... but mara dil nahin karta k mara ya khab sacha na ho... i want k mara bus yahi khab sach ho jaay
heart_hacker
Age: 30
8040 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
sach kaha haii insan mar jata haii khawab nahii
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmm
Shahrukh Khan
Age: 125
7910 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
negeative soch hogie tu kabhi poorey nahi hoon gey
ashkhan
Age: 125
7060 days old here
Total Posts: 819
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
khawab koi aur tooray to bohot dokh hota hai. sari umar nahi jaata. khawab agar khud samajh kar shor dia jai to woh eik maturity ki nishani hoti hai.
~Fragi~
Age: 43
8214 days old here
Total Posts: 64603
Points: 0
Location:
Neutral Zone,
rite akshan ji
Teen Tracker
Age: 125
7894 days old here
Total Posts: 28886
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kia baat hay yahan sare shair bethay hain
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nahi, aiisi koi baat nahi,
aap aa k kharay ho jaien,
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said: khawab dekhna koi jurm nahi but zaroori nahi k hum un kee haqeeqat ko bhi paa leein
zaroori nahi, Lekin sachay log, achay khwabon ko sacha bana e lete hain Fragi baba.
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
lolzzzz
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
shahrukh khan said: negeative soch hogie tu kabhi poorey nahi hoon gey
exactly,
b positive, think positive,
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~dipsominiac~ said: lolzzzz
ye koi joke ya funny baat to nahi hey Dips...
aisa hota hey
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wese ye lolz aap ne kion kaha dips... i mean kis baat pe..
lagta hey kuch confusion ho gai hey?
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
main nay lolzz apki us post pay kaha jis main apnay likha ap aain kharay ho jain... but woh apki dosri post kay baad post hoyee is liyay
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ooh haan,
mujhe bhi ye e laga, ,
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Khwab to roshni hain hawa hain nawa hain jo kalay pahardon se ruktay nahi zulm ki dozkhon se bhi phuktay nahi ...
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
dil bhi kesi shay hey, dekho jab khali ka khali garchay main ne daalay ismain aankhain bhar bhar khwab
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
wah
heart_hacker
Age: 30
8040 days old here
Total Posts: 5671
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
don cry pray just pray... i know rona ata hai mujhay bhi aa raha hai but pray for dem
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ye ansu kis k hain?
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ya har us insaan kay hain jo aik dil rakhta hai jo dosroon ki takleef pay ro daita hai
Doctor Sam
Age: 125
7299 days old here
Total Posts: 19257
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hmmmmmmmmmm
~dipsominiac~
Age: 125
7560 days old here
Total Posts: 2352
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
soch kiya rahay hain
Reply to Topic