Poetry of PyarIsqMuhabat

3878 views 77 replies
Reply to Topic
pyarishqmohabt

Age: 124
Total Posts: 31
Points: 0

Location:
United Kingdom, United Kingdom
hi and slam evry1 ho wuis evry1 here welli have visited this iste many times for the wallpapers but today i have joined officaily anyhz

my login here is pyarishqmohabt
am 21 female livivng in the uk

study nvq level 1 buisness admin in college

luv listening music bhangra, remixies, english, arabic, ghazals, qwalis,

luv watching some asian films since nowadays they are shit sorry about the language

some english flicks that i have watched are final destination 2 james bond die another day

like poetry rite my own sorry dont know any poets names

luv cricket but a bit dissapointed that they are out of the world cup

wellábout me now w ell my height is 5 2 weight is average skin culur is meduim fair red brown hair brown eyez

basically the idea to com to this site was to make some friends male of course any where around the world asain between the ages from 20- 29

it b intresting to see what kind of people i meet thru this iste

any hz waiting for ur replys

on [email protected]

takare

Posted 13 Mar 2003



well turipti...would you like me to put up some poems... [:P]

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 19 Mar 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



why sorry mani....


we are waiting for more stuff ... from pyarishqmuhabat

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




wel guys i am bak with som more stuff so hop u like it ok

Tum to ek serab ho
mai tejra musafir
na koi rah
na koi manzil
toota to bardash kar liya
bekarne se darta ho
koi samethne wala hoita
to shonk se bekar jata

Gum zendege gum bandege
gum do jehan gum jadwan
mere har nazir tere muntazir
tere har nazir mera imtihan

ab yad nahi mujh ko faraz apna he pekar
jis roz se bikra hon samit kar nai dekha

mai tera hiyal hon mustaqbal hon mai he
tere mazi ka be hasil hon mai he
ye kaliyan bhool tare chand hon mai he
tujhe chalna hai mere shana bashana
to dariya hai magir sahil hon mai he
to munasif hai mohabt ka far hai
tere humra ek adil hon mai he
gum o alam hon ya ishq e ishrat
hamesha jane jan muqabil honmai he

dekhe hai os k ankh mai pehle bar namei
yon lag raha hai jaise samindar udas hai

mila nai tha jo koh kar osey rona kaisa
dukh qiyamit ka tha phir rat ko sona kaisa
ankh ke tele mai tehra hai ge rot ka nishan
zahim raste hain magir zahim ko dona kaisa

kitne majboor hai apne ana ke hatir
reza reza be hoe aur bekhre be nai

toofan ke dushmani se bachte to kher the
sahil se dosti ke barim ne daboo diya

phool lamhon ke musafir khosboian hana badosh
waqt ka dasit sitam yon mujh ko tanha kar giya

to badlta hai be sahata ankhen meri
meri haton ke lakeron se ulaj jate hai
sanson mai shamil ho lahon mai rawan ho
lekanmere haton ke lakeron mai kahan ho

tujhse shikwa to nai thsa ka tab taqdir magir
ro pare to be agir mera muqadar dekhe

rukcat hoa to bat mere man ka geya
jois ke pas tha mujhe dan kae geya
bechra kuch is ada se rut he badil ge
ek shakis sare sehar ko weran kar geya
dilshasib waqea hai le kal ek aziz dost
apne mufad par mujhe qurban kar geya
kitne sudar ge hai judai mai zendege
han woh hafa mujh pe ihsaan kar geya
khalid mai bat bat pe kehta tha jis ko jan
woh shakis akrish mujhe be jan kar geya

anyhz will be writing more so if i dontget bak to u today than either friday or monday

plz tell me ur comments suggestions for improvements ok just doint say they are nice ok

takare

from pim
Posted 20 Mar 2003

quote:
Originally posted by Mani

sorry



sorry for what let me know ok
Posted 20 Mar 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



well turipti...would you like me to put up some poems... [:P]

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




ell if turipti aint gooing to say ye si willi want to see what kind of poems they are ok

no competition or anything but i wud like to see some one else work thanmine all the time so will be waiting for more poems from u ok

[:D]
Posted 20 Mar 2003



lol... no competition... I belive... [:)] go to songs and layrics...

wid da topic... my own poettry

http://www.janubaba.com/forums/topic.asp?TOPIC_ID=3331

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 21 Mar 2003

dosselpoh says
why goo .........mehman hein hud la ker jain and chore ker ain.....
Posted 22 Mar 2003



okay dokie

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 22 Mar 2003

dosselpoh says
Matlab kay kal tak app nahi aiin gay
Posted 22 Mar 2003



emmm yeah .. jus going in 5 min

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 23 Mar 2003

dosselpoh says
but where????
Posted 23 Mar 2003

billal100 says
[director] NICE TO C U OFFICIALLY HERE [lukdot] BUS SHIT WIT NHEE KEHNAY KA WERNA [pistols] AILA REY AILA REY .... KIDING ENJOY HOPE U WILL FIND SOME SMARTY GUYS HERE.
Posted 23 Mar 2003

dosselpoh says
Bilal Sahab khariat too ha...why r u kering ghusa???
Posted 23 Mar 2003



gussa kon kareing?

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 23 Mar 2003

dosselpoh says
Bilal kering.....he has bandooq in his hand
Posted 25 Mar 2003

quote:
Originally posted by dosselpoh

Bilal kering.....he has bandooq in his hand



hi somefing i have wrote so putting it up hop u guys like it

Kuch dino pehley ki bat thee
woh sab chandini raat thee
woh kaliyon ka muskara
patton ka sar sarana
mast hawa on ki shokiyan
woh sitaron k ajagmgana
woh raat
siyah zulfien bikhraa ye
husn aisa
k husn bhee surma ee
woh badliyon ko oatt sey
muskarata chand thaa
chandni k husn k agey
shums maand maand tha
woh chandni k noor mein

ek ajab saroor tha
woh chandni ka ishq thaa
jo chand magroor tha
main chand deikh deikh
kush hiti rehee
din dhaltey rahey
rat hoti rahee
phir ek shab main ney nigha uthai
asman bey noor tha
amaawus ke rat the
chand gham zada huwa ein bey rawish
is malaal mein bhee ek bat the
merey nadan dil zara deikh to
ho cheez koi ek to
jo sath nibha day
koi ek hee bata day

to khud ko na barbad kar
phir zendege ka aghaz kar
merey chan tu intizar kar
zara dil ko bey qarar kar
hijir ki andheri rut
beet jaye ge
wisl ki woh haseen shab
phir aie ge
main khuda sey dua karon ge
ab ki bar
woh shab ziada haseen ho
k main deikhon bey ikhtiyaar
asman bar bar
aur tu chaandni k sung
muskara ker mujhey khaey
na zendege k barbad kar
tu bhee bhee zendege se pyar kar

Posted 25 Mar 2003


good work done ...

gr8

Excellent

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 27 Mar 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE


good work done ...

gr8

Excellent

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé





something for u guys

din bar tere he hiyal mai doobe
jab rat aie takiye pe sar rakha
to ek anjane kushi mehssos hoe
khawab mai tere deedar ke kushi
ke yahe to ek mumkina zariya hai tujhse milne ka
ya is bat ke kushi ke kal ka sooraj
tujhse mulaqat ke tariq ko kareeb laie ga
lekan isey kushi mai jalakta hai ek ajeb sa darr
ke agar sare rat tere he yad mai
neend na aie to
tujhse milne ke kawaish to adore rah jai ge
woh mere dil ka chean o qarar
jo hai tujh he se mansoob
woh be naseeb na ho ga
kise kishmis mai mubtala na jane kab ankh lage mere
tere tasveer ko nighaon mai pa kar
ye ilim ho ke
kab mere neendon ke safar mai ho
aur to mera humsafar hai
hamesha ke tarah

Posted 28 Mar 2003



you are doing great job ... :)

plz keep it up :)

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 28 Mar 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



you are doing great job ... :)

plz keep it up :)

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




thanx for liking it so much here is some more ok hop u like ths one

na gum pyara n akhushi pyare
n amaut pyari n ajudai pyari
logon ko pyara chahte kuch bhe lage
hame to tumare hansi pyare

har kisi se zyada bus khuda se kam
humain itni muhabat hai tume sanam
ab chahte parain ishq mai jitna sitam
tume paana hai chahe jitna ho ghum
labon ne na bola par is jahan ki kasam
agar hota jayaz pujte tum ko hum

tujhsa haseen banakar khuda ne jab tujhe dekha hoga
apni kalakari par wo bhi thoda itraya hoga
band kar li hongi chahe unse aankhen apni
band aankhon mein bhi tera chehra nazar aya hoga

hazar phool kam hai ek dulhan ko sajane ke liye
ek phool kafi hain janaaza uthane ke liye
hazar khushiyan kam hain ek gham ko bhulane ke liye
ek gham kafi hain
zendege bhar rulane ke liye
hum chahe jise woh chahe kise aur ko
khuda kare woh chahe jise
woh chahe kise aur ko
Posted 28 Mar 2003

sweetie says
nice PIM.. keep it up :)
Posted 28 Mar 2003



aray mein nay bhi yeh hi kaha thaa but woh post kahan gaye [:o] j/k

Good work done...

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 29 Mar 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



okay dokie

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




hi

hop ur ok well i am puting more stuff up am still waiting for ur hrlp ok let me know whenever u have time no hurry ok






shadid dukh tha agarcha rete judai ka
siwa hai ranj hume tere be wafaie ka
tujhe be zok ne tuzurbat ka hoga
hume be shonk tha kuch bahit azmaie ka
jo mere sar se duppatta na hone deta tha
isey be ranj nai mere be rawaie ka
safir mai rat jo aie to sath chor ge
rawa chote mere sar se magir mai kya kehte
khata howa to na tha hath mere bhai ka
mile to aise rug jan ke jiase cho iae
juda hoe to wohe karib nar saie ka
mai sach ko sach be kaho ge mujhe kahbir he na the
tujhe be ilim na tha mere is burae ka
koi sawal jo poche to kya kaho is se
becharne wale sabib to bata judai ka
na de sak amujhe tabir khawab to bakhshe
mai ihtiram karon ge tere burae ka

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,
mai hiyal ho kise aur ka mujhe sochta hai koi aur
sare aina mera aks hai pas e aina koi aur hai
mai kise ke daste talib mai hon to kise ke harfe dua mai hon
mai naseeb hon hon kise aur ka mujhe mangta koi aur hai
ajib itibar o be itibare ke darmiyan hai zendege
mai kareeb hon kise aur ke mujhe janta koi aur hai
mere roshne tere khad o hal se muhtalif to nai magir
to kareeb a tujhe dekh lon to wohe hai ya koi aur hai
tujhe dushmanon ke habir vna the mujhe doston ka pta nai
tere dastan koi aur the mera waqea koi aur hai
woh munsafon ke rawaiten wohe faisalon ke ibarite
mera jurm to koi aur tha mere saza koi aur hai
jinhe raste mai habir hoi ke rasta kaoi aur hai
jo mer riyazit naem shab koi saleem subah na mil sake
to phir is ke mene to yeah hoe ke yahan khuda koi aur hai
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

mujhse becher kar rote ho ge
ghum ko kitna samajte ho ge
jin rahon par chalte ho ge
mere yad mai teherte ho ge
mujse jo na keh sakte the
ab woh khud se kehte hoge
guzare batein guzre lamhe
yad kar ke woh rote hoge
fursit tum ko ho ke na ho
kath phir be likhte ho ge
aur likh ke jalane se pehlw
in ko woh khud be parte hoge
,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Posted 07 Apr 2003

dosselpoh says
quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



aray mein nay bhi yeh hi kaha thaa but woh post kahan gaye [:o] j/k

Good work done...

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




Kasam say main nay nahi churai
Posted 08 Apr 2003



I know warna maar parni thiee tum ko


IPM :) good work really like dat stuff

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 08 Apr 2003

sorry IPM nahi

pyar ishq muhabbat :P
Posted 08 Apr 2003

dosselpoh says
LOlz
ajj Pyar ishq mohabbat ki batain ho raheen hein...hair to ha

Posted 08 Apr 2003

quote:
Originally posted by dosselpoh

LOlz
ajj Pyar ishq mohabbat ki batain ho raheen hein...hair to ha





pyar ishq mohabt ke batein nai ho rehe ye mere bat ho rehe hai kyon sahe kaha na warmth of love

bat karne hai to mujhse kare hm

anyhz so

itna mat moskaron ke pholon ko khabir ho jai
phool kare tarif tere aur tume nazar lag jai

anyhz

thanx warmth of love will be posting some more soon
Posted 08 Apr 2003



yeah Dosselpoh I was talkin wid PyarIshqMuhabbat

it is really good stuff....

and you are welcome....

I luv Good poetry :)

yeah keep it up

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 08 Apr 2003

quote:
Originally posted by WARMTH OF LOVE



yeah Dosselpoh I was talkin wid PyarIshqMuhabbat

it is really good stuff....

and you are welcome....

I luv Good poetry :)

yeah keep it up

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé




thanx warmth of luv well here is some more hop u like this also

Kya sunaun baat tumhe dil-e-bekarar ki
Kya bataun had mein tumhe apne pyar ki

Naraz humse hote ho tum, Dil hamara rota hai
Aur tumko bhi khabar hogi, Ke chain kese khota hai

Mera pyar mujhse ese rooth gaya hai
Jese kisi mouj se sahil mera chooth gaya hai

Seh sakungi na sanam mein tumhari judai
Na door mujhse hona kabhi, Dil deta hai roh kar duhai

Esi sazza na do mujhe tum dil lagane ki
Ab to sirf tammanaen hain muskurane ki

Is dil mein tumhare liye pyar hai kitna, Ye dil kese bataye
Humse rooth kar tum bilqul lagte ho paraye

Chah kar mujhe, tumne kuch bhi nahi hai paya
Ho sakta hai mujhse pyar karna, Tumhe raas nahi aya

Toot kar chaha hai tumhe meine oh mere sanam
Saach kehti hun tumse jaanu, Khuda ki kasam

,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,

Shairs

Aati Hai Yaad Aksar,Rotey Hein BeBasi Mein
Eak Bewafa Ko Hum Ne Caha Tha Zindagi Mein

Mohabbat Abb Nahin Ho Gi,Yeah Kuch Din Baad Mein Ho Gi
Guzar Jein Gay Jab Yeah Din,Yeah"Unn"Ki Yaad Mein Ho Gi

Jab yaad tumhare ate hai moun bestar mein kar layte hoon
Sab kahte hein mein soti hoon mein chupkay chupkay rote hoon

Ujalay apni yaadoun kay humaray saat rehne du
Najane kiss gali mein zindagi ki shaam ho jaey


Qurbatein hein kay faslein hein bohat
tere yaadon kay silsale hein bohat
sona cahon tu so nahin sakte
mere ankhon mein raat jagay hein bohat

Hum sey aya na gaya,tum say bulaya na gaya
faslay pyar mein dono say metaya na gaya
aney kay waqt tu tum tu kahen kay kahen rahay
ab aey tum tu feidah,hum he nahin rahay

Kehta tha saat jeyein gay saat marein gay
Ab rooth gaey hein tu manane bhe nahin aya

Pass rehta hai,dour rehta hai
Koey dil mein zaroor rehta hai

Yeah soch kay hum ne jaan day di
Mayyat pe mere woh aey ga

Tou badalta hai tu besakta mere ankhein
Apnay haaton ki lakeroun mein ulaaj jate hein

Dhekhi hai uss ki ankh mein pehli dafa nami
Youn lag raha jayse samandar

din lambe ratein bhi lambi hain
yaad main hosh bula bethe hain
talash ke justajo mai
din lambe ratein bhi lambhi hain

zameen par bhej diya
kher muslihat us ki
tum ko to chand bnana
tha asmaan kliye

toote hue khawabon se thi zendege meri
tere ane se khawab jurd ke haqeeqat ho ge

anyhz hop u like this also hop for a response from u


Posted 08 Apr 2003



yoo are too good... :)

read my PM

Wãrm¯|¯h oƒ Løvé
Posted 08 Apr 2003

Reply to Topic