nikama said:
new_beau said:Allah Keray Zor-e-Qalam aur Ziyaada
rapunzel said:mujhe apna khoya hua pen yaad a gaya
nikama said:
what happened
madgirl said:gumnaam kitaab k panho per humne likha tera naam
kuch or likhna chaaha par likhne mai hogaye nakaam
jab teri aane ki aahat sunti hoo to dil mai kasak uthti hai
aaj phir tera intezaar karte karte hogayi shaam
teri yaado mai khoi rahti hoo,teri khushboo ko mahsoos karna chaahti hoo
dhoondhti hai nazre meri wohi pyaar bhara sama subha shaam
log kahte hai mai deevani hogayi hoo tere yaad mai
mujhe kisi ki parwa nahi,k ye ghum hai ab natamam
kitni lazzat thi tere baaho mai sone ki
mujhe yaad aati hai wo lazzat subha shaam
mai tere bina adhoori hoo ab or mujhe na sata
ab aa bhi jaa meri maa oh meri pyaari maa
madgirl said:its my own poetry
rapunzel said:sheesha dekh ker to pyar ata heacha kyun sheesha dekh liya hai
nikama said:yes bohat achi he but ap mad girl ko ye bhi batain k apni poetry k liay vo alg se topic bana sakti hain
nikama said:
rapunzel said:sheesha dekh ker to pyar ata heacha kyun sheesha dekh liya hai