Hey everyone i luv to read n write poetry and i though we should have a poetry forum 4 all the poetry loverz like me....so u can come here n share ur poetry or just come n read poetry....n give us poets feedback on how u like our poetry............k
Age: 36
7333 days old here
Total Posts: 10
Points: 0
Location:
Bensalem, United States
intizar hai mujhe tumhara tumhare awaz sunai ka tumhara chehra deknai ka intizar hai mujhe tumhara. tumse baat karne ka tumhe dil ke baat batane ka intizaar hai mujhe tumhara tumhare paas honai ka tumhe chune ka tumhare haat me haat dal ker chalne ka ajao tum mere zindigi me intizar hai mujhe tumhara
Age: 124
7793 days old here
Total Posts: 20
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
quote:Originally posted by pakiangel88
Hey everyone i luv to read n write poetry and i though we should have a poetry forum 4 all the poetry loverz like me....so u can come here n share ur poetry or just come n read poetry....n give us poets feedback on how u like our poetry............k
Age: 124
7791 days old here
Total Posts: 5
Points: 0
Location:
Saudi Arabia, Saudi Arabia
Yaad hum tab un ko yaad aaian gay jab iss duniya hi say chaley jain gay aik din aisa hi hoga jab wo humaray liye ashak bahain gay gar ulfat main yehi hota raha too shama kay parwany jal jain gay jab kaliyoun kay gulshan main kantay rah jain gay hum tab unn ko yaad aain gay (asad ali asad)
Age: 124
7791 days old here
Total Posts: 5
Points: 0
Location:
Saudi Arabia, Saudi Arabia
Intezarr: ek ummar kat gai hai teray intezar main hum pay khazaan aai hai mosam-e-bahar main ruk ruk kay chal rahi hain sansain yeh zindgi ki aaja guzar na jaon kahin teri aass main tujh say bechar kay jana haal yeh huwa hai tarpay hain din main hum,to roay hain raat main iss dil kay har sahfay per tera hi naam hai koi aur naam milayga na dil ki kitab main (asad ali asad)

Khata anjany main koun si khata ho gai meri zindagi mujh say khafa ho gai aab na karoon ga aitabaar tum par mohabaat ki kahaani kiya say kiya ho gai yaad hain uss sang dil kay sabhi sitaam aaj to har sitaam ki intahaa ho gai (asad ali asad)
Age: 124
7791 days old here
Total Posts: 5
Points: 0
Location:
Saudi Arabia, Saudi Arabia
Tasveer: teri tasver ko senay say laga kar roay hum tasawer mien tujhay pass bitha kar roay tujh ko soo bar pukara shaaaaab tanhai mein aur har baar tuhajy paas na pakar roay teri yadoon ko dil say bhlaoon kaisay tum meri zindgi ho yeh batoon kaisay meray taswarat mein aksar tum aatay ho teray wajood ko haqeqat mein paon kaisay jo meray dil pay ghuzarti hai meray jaan pay bhi aapni yeh kafiat tum ko sunaoon kaisay teri chahat mein kuch is thrahan mita hai asad dil jigar kay zakhmoon ko chpaoon kaisay
Age: 36
7333 days old here
Total Posts: 10
Points: 0
Location:
Bensalem, United States
nice poetry king................
kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki apni dil ki baat mujhe sunane ki kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki mujhe jhote khawab dikane ki kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki mujhe yun satane ki kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki mere dil k saat khelne ki kya zaroorat thi tumhe yahan ane ki mujhe rulane ki kya zaroorat thi? -Aisha Kamal