HiRa.... said:kazaa namaz is offered by performing the farz raka'ts of whichever of the five prayers you missed. So speaking in terms of offering kazaa:
Fajr: 2 rakats farz
Zuhr: 4 rakats farz
Asr: 4 rakats farz
Maghrib: 3 rakats farz
Isha: 4 rakats farz
shahrukh khan said:hira means in kazaa we need to pray just farz...
SALL said:me ne kahin suna hai k kazaa namaaz adaa karne ka aik aur tareeka bhi hai
like agar bohot si namazein kazaa ho gai hon to unhein kaise parha jae
Badal said:
SALL said:me ne kahin suna hai k kazaa namaaz adaa karne ka aik aur tareeka bhi hai
like agar bohot si namazein kazaa ho gai hon to unhein kaise parha jae
Assalam o alaikum,
Well, main nay bhi suna/parha hai kay "itni" rakaat namaz "iss iss tarah" parhain aur phir "ye" tasbeeh/duain parhain to last "itne ya utne" saalon ki missed prayers ka kaffara ho jayega ga. agar aisa kuch hai bhi tu sachi touba say mashroot hai, warna hadees shareef main tu ye hai kay agar hum sari zindagi bhi nawafil ada kartay rahain tu bhi aik missed namaz ka kaffara ada nahi kar saktay.
qaza namaz farz namaz ki replacement nahi hai, na hi is niyyat say parhni chahiye. i think ye tu is liye parhi jati hai kay hadeed shareef main hai kay hisaab kay din jab insaan ki farz namazain kam hoon gi tu Allah un ko nawafil say poora karay ga (for whom He wishes), aur ye qaza namazain (which is identical to nawafil) us din kaam anay ki umeed hai. warna nawafil tu kam log hi parhtay hain.
btw, as far as i know, qaza sirf farz namaz ki hoti hai, is liye Isha kay witr ki qaza nahi, kyunkay wo wajib hain farz nahi. isi tarah Eid ki naazon ki bhi qaza nahi hoti.
Badal said:qaza namaz farz namaz ki replacement nahi hai, na hi is niyyat say parhni chahiye. i think ye tu is liye parhi jati hai kay hadeed shareef main hai kay hisaab kay din jab insaan ki farz namazain kam hoon gi tu Allah un ko nawafil say poora karay ga (for whom He wishes), aur ye qaza namazain (which is identical to nawafil) us din kaam anay ki umeed hai. warna nawafil tu kam log hi parhtay hain.
HappyDil said:buddy ..Asa koi Way nahi hai Jis se sari qaza namaz aik sath ho jain
No 2.Isha ki namaz ager qaza kerain gaaa tu must witar perhain gaa..jasay ager hum zuhar ki namz se pehly ager Fajar ki namaz Qaza kerain gaa tu Must 2 sunnat b perhain gaa,lakin zawal yani zuhar k baad ager Fajar ki namaz Qaza kerain gaa tu bus 2 Farz.............Jo muj ko pata tha Share kiya......Ghalt hai tu Allah Muj ko Mouf keray>Ammen
SALL said:

thnx happy
but im not asking AIK SAATH,, i know aik aik kar k hi parhna hota hai
i didnt know abt fajr ki sunnat
thnx
SALL said:yeh mujhe nahi pata tha
hmmm,, yani kazaa namaz kafara nahi maafi ka aik tareeka hai
right, its good to know that
hum to vitr bhi parh lete hein