dubdubaa aai woh aankhein jo mera naam aaya ishq nakaam sahi phir bhi bohot kaaam aaya lazzat e marg e mohabbat koi uss se puuche jiss k lab pe dam e akhir bhi tera naam aaya zindagi tere tasavvur se alag reh na saki nagma koi ho magar saaz yehi kaam aaya
hum pe aisi bhi gham e ishq mein raatein guzri jab tak aansu na baahe dil ko na aaram aaya