kash_beauty said:hayee..inni gehri gehri baatein
![]()
vidan ji..hamay pehchnaien
![]()
Teen Tracker said:
kash_beauty said:or hum chalay aaye
![]()
MUNNA BHAI MBBS DS
abb app hamara nick FOS mein dekh kar do kilo khoon daan kar dein..blood bank walon ko..kyunk extra ho gaya hai na![]()
aray wah wah wah
aaj mera horoscope bata raha tha kay kisi bichre dost se mulaqat ho gee
Virdan said:
kash_beauty said:hayee..inni gehri gehri baatein
![]()
vidan ji..hamay pehchnaien
![]()
Pehchana hay tabhi to kaha hay janabhameinapni sadaain yaad hain shaid woh isi qabil thi k unhain nazar andaz kar diya jana chahyay tha.
![]()
Teen Tracker said:aray wah wah wah
aaj mera horoscope bata raha tha kay kisi bichre dost se mulaqat ho gee
Doctor Sam said:le aien ge bazaar se ja k dil-o-jaan aor...
ghalib uncle ye situation hamaray sath bhi paish a e gai..![]()
kash_beauty said:
Doctor Sam said:le aien ge bazaar se ja k dil-o-jaan aor...
ghalib uncle ye situation hamaray sath bhi paish a e gai..![]()
kahan say miltay hein..hamay bhi batana!!![]()
hamesha spare parts rakhnay chahien..kia pata kab zarorat pard jay![]()
kash_beauty said:
Virdan said:
kash_beauty said:hayee..inni gehri gehri baatein
![]()
vidan ji..hamay pehchnaien
![]()
Pehchana hay tabhi to kaha hay janabhameinapni sadaain yaad hain shaid woh isi qabil thi k unhain nazar andaz kar diya jana chahyay tha.
![]()
tab net ki jaan hum nay chord di thi..
regular to abb hue hein hum..koi 2 weeks pehlay
![]()