Bul karke bhi humse koi bhul hui ho to,
Bhul samjkar use bhla dena,
Lekin bhulana sirf Bhul ko,
Galti se bhi Hume na Bhulana.
Be khudishi jindgi hum jiya nahi karte,
Jam dusro se chin kar hum piya nahi karte,
Unko mohobbat hai to aake Izhar kare,
Pich hum bhi kisi ka kiya nahi karte.
Humse dur jao ge kaise,
Dilse hume bhulaoge kaise,
Hum to khushbu hai jo sanso me baste hai,
khud ki sanso ko rok paonge kaise.
Baithe hai hotho ko si kar,
pachtayengi aap,
Ishq jag uthta hai akshar,
Aisi khamosi ke bad
Dard se aankhe char kar lenge,
Hum odti me imtiha de denge,
Teri dosti ke khatir Ae DOST,
Hum bhi dushman se pyar kar lenge
Insan ki khwaish ki koi imtiha nahi,
Do guj jamin chahi ye Do guj Kafan ke baad.
Tumhari Khubsurti ne Khuda se eik khata kara di,
kahi khud se nazar na lag jaye, is liye tumhe Nazar na Di.
Tere Dil Me Meri Sanso Ko PANAH Mil Jaye,
Tere Ishq Me Meri Ja FANNA Ho Jaye.