“gawaar kitney aasani se ginwa diya ki tumhe har pal meri yaad aati thi, magar yeh kabhi nahi socha ki un palo mein bittha toh mainhi tha diya tum jalati thi lekin us mein jalta toh mein hi tha”
“Humne to apni zindagi ji li chunni babu... ab to bas in dhadkanon ka lihaaz kate hain... par kya kahen in duniya waalon ko... jo aakhri saans pe bhi aitaraaz karte hain!...”
“aj ke baad mein is chaukhhat pe kabhie nahi aaounga... haan.. jab jab mujhe paro ki yaad aayegi...mein aauonga.... jab jab khud ko doshi paaounga.. tab aaounga... aur kahan jaaounga”
devdas paro se : "itna gharoor to chand ko bhi nahin hai khud par" paro : "kaise karta us par dhag jo hai"
“babuji kehtey hain gaon chhod do ....Sab kehtey hain paro ko chhod do .....paro kehti hai sharaab chhod do.......aaj tumney kaha yeh haveli chhod do ........kissi din upar wala kehey ga yeh duniya hi chhod de do”
Devdas says "chandarmukhi is bhari paimanee mein aur sharaab dalogi to kya ho ga, chalak jayega. Isi tarah paro ke naam se bhara pada hai peman-e-devdas bhi... aur bharo gi to chalak jai ga..... khudh to gire ga tumhe bhi gira de ga" "likan zameen pe sirf paane ka naam to pyaar nahin hai na dev babu...pyaar ka kaarobar to kai baar kiya hai, par pyaar ek hi baar
Age: 124
7994 days old here
Total Posts: 4129
Points: 0
Location:
,
aj ke baad mein is chaukhhat pe kabhie nahi aaounga... haan.. jab jab mujhe paro ki yaad aayegi...mein aauonga.... jab jab khud ko doshi paaounga.. tab aaounga... aur kahan jaaounga....wapis tumharay pass hi aaongah yaar
Age: 124
7994 days old here
Total Posts: 4129
Points: 0
Location:
,
“babuji kehtey hain KARACHI chhod do ....Sab kehtey hain CHIPS ko chhod do .....CHIPS kehti hai sharaab chhod do.......aaj tumney kaha yeh haveli chhod do ........kissi din upar wala kehey ga yeh duniya hi chhod de do”