Age: 125
7912 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
even ramadan main aur mehngai ho gayee hai...itna zulm kar rahey ho..ALLAH tum sabko dekh raha hai...ab sey yeh sab dukaanon ka jaiza lein...yeh nahi key ramadan ke baad bhool jayien
Age: 125
7106 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
pak main to yeh ab har saal ki bat hai isliay awam ko bhi tension nahin hoti becharay adi ho gaye hain na or pata hai kay kehnay say kuch farik nahin padrna to fayiada
Age: 50
7068 days old here
Total Posts: 3660
Points: 0
Location:
rawalpindi, Pakistan
problem yeh bhi he k we have no consumer's groups or networks to negotiate with the gov. or traders. plus zubani rona dhona aur baat no body really cares k kitni mehengai hui,dukaanon per her saal pehle se ziada rush hota he... rote bhi jate hain aur shopping bhi kerte jate hain
Age: 125
6682 days old here
Total Posts: 175
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aslamualkum to all kasoor becharay shopkeepers ka bhi nahin unhon bhi to razi roti kamani hoti hai Goverment bhi is ki responsible hai Goverment ko chayay kay wo awam ko ziyada say ziyada oppotunities day magar ulta mengahi bara rahainhian its not fair
Age: 125
7106 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
hummmmm meray khyial main apni apni jagha sab ka kasor hai recently karachi main 5oo say zeyiada banday pakdray hain govt nay uskay bawajod kuch nahin huwa woh police ko pesay day kar choot jatay hain bad main jab bhe police chapa marti hai unko pehlay he pata hota hai woh dukanay band kar dayta hain darsal pak ka poray ka pora nazam he kharab ho chuka hai isliay awam ade ho gaye hai
Age: 125
7798 days old here
Total Posts: 31001
Points: 0
Location:
France, France
yarr waise aik baat agar itni mehngai hai to phir itni aftar parties ki kya zaroorat hai,, aur eid k 2/3 suits ??? sounds stupid
plus normaly dekha jae to ramadan mei kharche kam hone chiaye,, coz khana peena kam ho jata hai (ya ho jana chaiye) par agar logon ko roza rakh k bhi apna zaban ka chaska poora karne ka shok hai to kya karein,, dokandar iss baat ka faeda uthate hein
one more thing price tab zyada hoti hein jab market mei cheezein kam ho ja'ain,, 14/15 karor ki pop wala mulk abhi tak apni basic zaroorat ki cheezon (gosht, sabzi, aata daal) ko poora nahi kar paya ?????
sirf rone dhone se kuch nahi hota,, kuch karna bhi chaiye and this time its gvt's responsibility
Age: 125
7106 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
zarorat ka sab saman hota hai lakin market main nahin layia jata abhe jo chene ka mamla huwa tha is main hamray do char adad badray logoon ka hath tha unke sugar mils the or unho nay chene market main bhejna band karde takay price main izafa kar sakayn
Age: 125
7106 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
aray itna bhe bharosa nahin hai mguhay thodre cheni chaye the chaye banaye the na ghar main nahin the socha bhai say udhar manlon jab walid layengay wapis kardonga chene