-- confession --

1260 views 46 replies
Reply to Topic
Ashii

Age: 124
Total Posts: 31001
Points: 0

Location:
France, France
hmm,, well this time its a serious topic

sab logon se to khair nahi,, par
atleast yahan koi aik hai jisse meri baton se dukh hua hai,, aik baar nahi bohot baar
i think i few times said wrong things abt u,, (without giving any detail) i tried to disgrade u
but beleive me it was coz of my love and care for someone else.....
someone that u also love and care a lot

tum ache ho ya bure iss baat ka faisla karna aur itna tang karne ka right mujhe hai hi nahi
hmm,,, i think u r a goood person (NOW )

IM SORRY,, sache dil se
umeed hai k mujhe maaf kar do
Posted 19 Oct 2006

Ashii said:

pm iss liye nahi kiya coz tang bhi sab k samne kiya tha
to maafi bhi sab k samne

it means jab sab kay samnay tang kiya tha to sab ko naam pata tha kay kis ko tang kiya ja raha hai so ab jab sab kay samnay confess kiya hai to sab ko naam bhi pata hona chahiye kay kis say kiya hai
Posted 19 Oct 2006

sab ke samne tabhi sabko pata hi nahi kaun hai
Posted 19 Oct 2006

lynx says
quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....
Posted 19 Oct 2006

Ashii says
QUEEN VICTORIA said:

it means jab sab kay samnay tang kiya tha to sab ko naam pata tha kay kis ko tang kiya ja raha hai so ab jab sab kay samnay confess kiya hai to sab ko naam bhi pata hona chahiye kay kis say kiya hai

sab ko andaza nahi hua abhi tak

shahrukh khan said:

sab ke samne tabhi sabko pata hi nahi kaun hai

tum ko to nahi batana me ne
aur pitttooooo

lynx said:

quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....

maafi to hum sab ko mangni chaiye
aik akhri azeem hasti bhi rukhsat hone ko hai
Posted 19 Oct 2006

~Fragi~ says
mera tu khiyaal hai k us maafi kee kabhi zaroorat nahi thee us insaan ko .. per chalo acha hai jab ek sath hanstey boltey hain tu eik dosrey k dukh sukh ka bhi khiyaal rakhna chaiyee
Posted 20 Oct 2006

nikama says
lynx said:

quaid-e-azam bhi fot ho gya...alama iqbal bhi..meri tabiyat bhi theek nahi rehti sooch reha hoon mafi mai bhi mang loon....

hum ne abhi quaid-e-azam aur allama iqbal ko muaf nahin kya to tumhain itni jaldi kaise karen gay
Posted 20 Oct 2006

~Fragi~ says
ek aur maafi
Posted 20 Oct 2006

kaash hum kisi ka mind reader kar sakte
Posted 20 Oct 2006

~Fragi~ says
kash kash
Posted 20 Oct 2006

fragi..aapke liye hai topic?
Posted 20 Oct 2006

~Fragi~ says
nahi tu
Posted 20 Oct 2006

Confessionas baht hain lekin kia karoon itna bara dil nahi hay
Posted 27 Oct 2006

cutefriend says
hmmmmmmm yoko height use kerwaoo dil ko bhi
Posted 27 Oct 2006

~Fragi~ says
chalo kissi ko tu khiyal aya tha
Posted 09 Nov 2006

valandrian says
bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643
bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643bd17643

bd17643
Posted 19 Apr 2018

Posted 22 Sep 2018

Reply to Topic