Yeh ishq ishq chilatey hain.yeh gali gali mandarten hain hain shadi ki tarf na jayen magar yeh gore gore se chore. y boys avoid marriage . post ur views
Age: 39
8088 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
Kjunke woh shaadi ko eik zanjeer samaghte hain appne app ko azaad rakhna chahte hain per yeh nahin dhekhte ke shaadi ker ke ladkioon per zayada duties pertin hain.
Age: 124
7101 days old here
Total Posts: 953
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
mujrim g trust shadi k baad hona zarori hai ager husband pe trust hoga to koi shak nahi hoga per husband ko bhi apni wife per trust kerna hoga.yeh nahi k mard k liye aur rules aur aurat k liye aur.
Age: 39
7799 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Angadlover said:
Yeh ishq ishq chilatey hain.yeh gali gali mandarten hain hain shadi ki tarf na jayen magar yeh gore gore se chore. y boys avoid marriage . post ur views
loo jee ker loo baat apun tu ready hai shadi kernye ke liye larki bhi pasand hai apun ko per us ko me pasand hai ke nai yeh confirm nai
Age: 34
6594 days old here
Total Posts: 15304
Points: 0
Location:
Dubai, United Arab Emirates
lolz chalo gawah mei banjaooga qazi aap dhoondo nikah parhwanay ke liye larki ke ghar walay razi nai hai to larki ko uthalooga ghar se aur aapkay samne paish kardooga
Age: 39
8088 days old here
Total Posts: 4177
Points: 0
Location:
Germany, Germany
app to bas hanste hi rehte hain
aur mujrim eik baat batana kiya tum accept karo gai ke tumhari wife ka koi male friend ho shaadi ke bas just friend nothing else, jiske saath woh kahin bahir jaye zara soch ker batana aur sach batana