Freedom

2096 views 59 replies
Reply to Topic
Angadlover

Age: 124
Total Posts: 953
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
hey tell me is that fair to not give girls freedom?
Posted 02 Nov 2006

what kind of freedom?
Posted 02 Nov 2006

Angadlover says
To do what the want.
Posted 02 Nov 2006

some girls have that
Posted 02 Nov 2006

Angadlover says
but most of then=m dont have
Posted 02 Nov 2006

Angadlover says
han girls per trust hona chaye unki family ko
Posted 02 Nov 2006

hey Modren aka Angadlover aur kitni freedom dilwana chathaay hoo girls ko .... khuch Khuda k khoof karo yaar
Posted 03 Nov 2006

Angadlover says
kyu tum boys ko phir kyu freedom mila u boys always misuse ur freedom.
Posted 03 Nov 2006

mmja says
kyu tum boys ko phir kyu freedom mila u boys always misuse ur freedom.
yehe to sare baat hai mem boys kay freedom ka hal logoon nay daykh leyia hai isliay woh nahin chatay kay charif kudryian khalab ho jayen
wesay mere tarif say apko pore ijazet hai jo dil main aye karo
Posted 04 Nov 2006

Angadlover says
oye mmja ziada over na ho
Posted 04 Nov 2006

sun_shine says
Freedom ki different types hoti hain.
freedom ladko ko bhi haasil hain aur ladkiyon ko bhi.
yeh hum per depend karta hay kay hum apni freedom ko kis tarah use kartay hain.
basically Islam ne mardo aur aurton ko equal rights diye hain.
Posted 04 Nov 2006

Angadlover says
i agree with u sun shine but y men always dont gave women freedom.
Posted 04 Nov 2006

BadShaH1 says
women have much freedom already. u cant say that generally now. some areas are still there where wemen arent given their rights. but many are there where wemen have excess rights.n they arent happy with the experiment. balanced soceity is the need of the hour.
Posted 04 Nov 2006

Angadlover says
oh ho kya ho gaya.
Posted 04 Nov 2006

BadShaH1 says
kiu kuch hona tha kia
Posted 04 Nov 2006

mmja says
oye mmja ziada over na ho
bus ab yehe sunna baqe tha
Posted 05 Nov 2006

mmja says
freedom abhe bhe khuwateen ko islam kay mutabiq nahin mila jabkay ladrkon ko kcuh zeyiada mil geyia hai
pak or is jese kaye count main aj bhe khuwateen ka bora hall hai or yeh badray afsos ke bat hai aj bhe padray likhay loog yeh samghtay hain kay ager khuwateen ko zeyiada freedom mila to woh unpay apne dhons nahin jama sakayngay ya woh kharab ho jayenge ager kuch girls nay iska ghalt use keyia hai to iska yeh matlab nahin hai kay ham sab ko aik jesa samgh layn kyionkay aksar boys bhe freedom ka ghal istamal kartay hain lakinuskay bad bhe unhay koi kuch nahin kehta
Posted 05 Nov 2006

cutefriend says
yar i think full freedom tu hai
aur kitna hona chahye

har kaam tu galz ker rahi hian

Posted 05 Nov 2006

mmja says
sahe bat hai par yeh srif big cities main hai local areas main jayio to aj bhe boht bora hal hai mainay khud daykha hai yara
Posted 05 Nov 2006

cutefriend says
per yeh tu nahi keh skatye na ke freedom hi nahi hia
Posted 05 Nov 2006

mmja says
han yeh hai par har jagha to nahin hai na
Posted 05 Nov 2006

cutefriend says
yar woh tu phir male female dono ke liye hi esa hai
Posted 05 Nov 2006

mmja says
male ke nisbat female kay liay zeyiada hai na man lo sahc ko
Posted 05 Nov 2006

cutefriend says
ayre main ne kab kaha ke nahi hai

per yeh bhi tu nahi na ke har jaga males ko full freedom hai
Posted 05 Nov 2006

mmja says
yahan ap sahe ho
Posted 05 Nov 2006

sun_shine says
yaa aap sab sahi keh rahay hain.societies ka farq hain kay big cities main ladkiyon ko azaadi haasil hain per chote shehron ki societies hi kuch aisi hain jis main aurton ko azaadi haasil nahi hain.
Posted 05 Nov 2006

Angadlover says
BIG CITIES MAI BHI 55 PERCENT GIRLS KO AZADI NAHI HASIL.
Posted 05 Nov 2006

I agree wid AL
Posted 05 Nov 2006

mmja says
ap sab jo bhe kahayn aj bhe tamam khas kar muslim countries main girls ka boht bora hal hai sarif hand ke halit behtar honay say hum tamam ko ignore nahin kar saktay
Posted 06 Nov 2006

Ashii says
jo bhi ho jitni bhi ho
achi ho k buri
kam ho k zyada
larke larki ko aik jitni freedom honi chaiye

basssssssss keh diya na
Posted 06 Nov 2006

Angadlover says
aur kya
Posted 06 Nov 2006

Reply to Topic