Age: 124
7053 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
kyu tum boys ko phir kyu freedom mila u boys always misuse ur freedom. yehe to sare baat hai mem boys kay freedom ka hal logoon nay daykh leyia hai isliay woh nahin chatay kay charif kudryian khalab ho jayen wesay mere tarif say apko pore ijazet hai jo dil main aye karo
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Freedom ki different types hoti hain. freedom ladko ko bhi haasil hain aur ladkiyon ko bhi. yeh hum per depend karta hay kay hum apni freedom ko kis tarah use kartay hain. basically Islam ne mardo aur aurton ko equal rights diye hain.
Age: 124
8062 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
women have much freedom already. u cant say that generally now. some areas are still there where wemen arent given their rights. but many are there where wemen have excess rights.n they arent happy with the experiment. balanced soceity is the need of the hour.
Age: 124
7053 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
freedom abhe bhe khuwateen ko islam kay mutabiq nahin mila jabkay ladrkon ko kcuh zeyiada mil geyia hai pak or is jese kaye count main aj bhe khuwateen ka bora hall hai or yeh badray afsos ke bat hai aj bhe padray likhay loog yeh samghtay hain kay ager khuwateen ko zeyiada freedom mila to woh unpay apne dhons nahin jama sakayngay ya woh kharab ho jayenge ager kuch girls nay iska ghalt use keyia hai to iska yeh matlab nahin hai kay ham sab ko aik jesa samgh layn kyionkay aksar boys bhe freedom ka ghal istamal kartay hain lakinuskay bad bhe unhay koi kuch nahin kehta
Age: 124
7011 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa aap sab sahi keh rahay hain.societies ka farq hain kay big cities main ladkiyon ko azaadi haasil hain per chote shehron ki societies hi kuch aisi hain jis main aurton ko azaadi haasil nahi hain.
Age: 124
7053 days old here
Total Posts: 3835
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
ap sab jo bhe kahayn aj bhe tamam khas kar muslim countries main girls ka boht bora hal hai sarif hand ke halit behtar honay say hum tamam ko ignore nahin kar saktay