Pyar mat karna

4909 views 156 replies
Reply to Topic
qisar

Age: 124
Total Posts: 22
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
ary yar plz agar maire manooooooooo to plz pyar khabhe zendage main mat karna khabhe bhe s say zyada buree cheez main nay aapne 20year main nahe dhaika hai.
Posted 04 Nov 2006

BadShaH1 says
han yar.
lekin dil to pagal hey.
Posted 04 Nov 2006

cutefriend says
sahi kaha yarrrr

pyar nai kerna chahye

naujawanoo baat manoo kabhi kisi se na pyar kerna
Posted 05 Nov 2006

sun_shine says
jee kabhi nahi karaingay jee
Posted 05 Nov 2006

apun bhi yahi kahta hay kisi se nahi sab se kia karo
Posted 05 Nov 2006

BadShaH1 says
han kissi ko b nai chonra,
changar
bandar
included.
Posted 06 Nov 2006

Mujrim says
pyaar karna hai to us larki/larkay se karo jis pe tumh yakeen hai keh woh sirf thumharay saath hee hogi/ga hamesha hamesha ke liye
warna its useless wastage of time, tears ull ruin ur lyf
Posted 06 Nov 2006

cutefriend says
yar kaha tu sahi hai u ne mujrim bro
per kiya keryen is ke bawajood bahut prblms a jati hain
firka wariat (ager firka diff ho )
and koi na koi family main se aitraz ker deta hai
bahut hi pangye a jatyen hain

keryen bhi tu kiya keryen    

Posted 06 Nov 2006

Mujrim says
wohi to na iss duniya mei kissi ko haq nai pyaar karne ka
Posted 06 Nov 2006

cutefriend says
Mujrim said:

wohi to na iss duniya mei kissi ko haq nai pyaar karne ka



yar phir kiya keryen jeenye ka bhi haq nai hai phir tu

dekho na apun jesye bandye ko kismet se koi esi mil jaye aur yeh sab pangye hoon tu phir dil tu toot jata hi hai na
Posted 06 Nov 2006

Mujrim says
ek baat samjh bhi nai aati keh pyaar ke bina dil kyu nai rehta its like u get addicted to it
Posted 07 Nov 2006

cutefriend says
hmmmm bas aur kam hi koi nai hota
tu yehi sahi
Posted 07 Nov 2006

kiran says
pyaar eik kudrati jazba hai jo insaan ke dil main allah dalta hai jab allah ne dil banaya tha to boohat sa pyaar is main dal diya tha
Posted 08 Nov 2006

Mujrim says
lekin uss pyaar ko dalne keh baad dil toothna ka usool kyu rakha hai
Posted 08 Nov 2006

kiran says
appne insaan ko azmane ke liye ke woh usko kitna yaad rakhta hai

Allah hamesha unko azmayish main dalta hai jinse woh boohat pyaar kerta hai
Posted 08 Nov 2006

Mujrim says
mujhe dala hai aur mujhe agta hai mei har baar uss imtehan mei fail huwa hoo
siwaye iss baar ke jahan tak lagta hai mujhe
dua to yehi hai keh yeh imtehan ko paar karjao
Posted 08 Nov 2006

Posted 09 Nov 2006

javad says
yar ji.. main to apkay saath agree nahi karonga

life main payar hi to hai.. iskay behgari bhi koi zindagi hai....

agar zinda dili k sath zida rehan ahai to payar mussttt hai.. tht i got frm my life exprnc
Posted 09 Nov 2006

kiran says
very good javad bhaya abb appki bhabhi jee ko bari achi report jaye gi
Posted 20 Nov 2006

cutefriend says
ha ha ha ha

+ve report

and yar

life main yeh hai ke yeh jo love hai larki larkye wala is main kisi ko gud xpirence hota hia kisi ko bad

per is main yeh nahi hota ke life achi nahi

cuz yeh love walye xpierence main 50%luck and 50% ham khud involve hotye hain
life nahi hoti involve

life GOD ka gift hai so yeh bahut achi hia
Posted 20 Nov 2006

Mujrim says
sahi zindagi buhut achi hai
bigarnay walay to hum hai
aur javad jee har kissi ka experience aur luck aapki tarha acha nai hota mashallah aapko woh milgaya to allah ka shukar kiya karo
hum bhi har haal mei allah ka shukar hee kar rahei hai bhalay achay ho yaa buray
Posted 20 Nov 2006

cutefriend says
Posted 20 Nov 2006

Mujrim says
Posted 20 Nov 2006

cutefriend says
nau jawano baat mano kabhi kisi se na pyar kerna
Posted 20 Nov 2006

Mujrim says
karna usse jis pe tumhe yakeen ho
yeh yakeen ho keh woh kabhi tumhe na choray
Posted 20 Nov 2006

cutefriend says
Posted 20 Nov 2006

Mujrim says
bus yehi to hamari bateein hai
Posted 21 Nov 2006

cutefriend says
achi batyen hain janab
Posted 21 Nov 2006

Mujrim says
bus allah ka karam hai
aur bura experience jo mujhe mila hai
Posted 21 Nov 2006

kiran says
abb allah acha experience bhi daiga sad na ho
Posted 22 Nov 2006

cutefriend says
ayre mujrim fiker not yara

Posted 22 Nov 2006

Reply to Topic