{ Hum Na Hongay ..... }

3613 views 93 replies
Reply to Topic
Doctor Sam

Age: 124
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Dayam aabad rahay gi Duniya
Hum na hon gay koi hum sa hoga

Kya farq parta hey... shayad bohat kamm log hain jinhain kisi k HONE ya NA HONE se farq parta hey.

Posted 04 Dec 2006

~Fragi~ says
Shaid duniya mein aksar logo k aaney janey sey kafi farq parta hai

like Newton na aata tu physics k kafi laws hee na miltey
Posted 04 Dec 2006

~alone~ says
hmmm
Posted 04 Dec 2006

Doctor Sam says
aap lucky hain fragi baba....
Posted 04 Dec 2006

~Fragi~ says
mein nahi yeh topic lucky hai .... see guyz kaun aya yahan .....
Posted 04 Dec 2006

Barsaat says
Ham na hon gey to ah jan-e-wafa
yaad aen gien hamali batain

Doctor Sam said:

Kya farq parta hey... shayad bohat kamm log hain jinhain kisi k HONE ya NA HONE se farq parta hey.

to yah achi bat hoi ya buri? lol

i wish i wish i wishhhhhhh kuch log mujhe bhoolll jaen
tah-k ham hon na hon toi farq na palhay
and ham moj talain :P

Posted 04 Dec 2006

>Aasera< said:

~Fragi~ said:

mein nahi yeh topic lucky hai .... see guyz kaun aya yahan .....

koi nahi aya
Posted 04 Dec 2006

sun_shine says
kisi kay honay ya na honay se buhat fark parta hain.
Posted 05 Dec 2006

Har kisi ka to pata nahi lekin hamain boht farq parta hai. It counts a lot.

Posted 05 Dec 2006

~Fragi~ says
shahrukh khan said:

~Fragi~ said:

mein nahi yeh topic lucky hai .... see guyz kaun aya yahan .....

koi nahi aya

Yoon tu milain gay hamdam kayee
Aain gay janay walay mausam kayee
ashiq milay ga na tum sa koi
Hum pay maray ga na Tum sa koi

How can i forget da luv of my life but ive to live widout Him

simply i have no words
Posted 05 Dec 2006

new_beau says
Posted 05 Dec 2006

dil chhota na keray dr sb mujhay pata chala tha jab aap last two days ghayab thay

yaar fragi stop crying
Posted 05 Dec 2006

Barsaat says
shahrukh khan said:

>Aasera< said:

Ham na hon gey to ah jan-e-wafa
yaad aen gien hamali batain

Doctor Sam said:

Kya farq parta hey... shayad bohat kamm log hain jinhain kisi k HONE ya NA HONE se farq parta hey.

to yah achi bat hoi ya buri? lol

i wish i wish i wishhhhhhh kuch log mujhe bhoolll jaen
tah-k ham hon na hon toi farq na palhay
and ham moj talain :P

y ko ghussa wosa?
Posted 05 Dec 2006

Ashii says
haaaan naaaaaaaaaaaaaa
frangi bawa ne theek kaha,, newton ka aata
to hum drakht se seib kaise utarte
Posted 06 Dec 2006

Barsaat says
utartay kion?
tree pal charh kar
wahin baith kar kha laitay na
saib wahin lagay lagay
Posted 06 Dec 2006

~Fragi~ says
Ashii said:

haaaan naaaaaaaaaaaaaa
frangi bawa ne theek kaha,, newton ka aata
to hum drakht se seib kaise utarte

>Aasera< said:

utartay kion?
tree pal charh kar
wahin baith kar kha laitay na
saib wahin lagay lagay

arey per newton k aaaney ka hum pata tu chala ehsas tu hoya na ...

waisey srk i m not crying some body made me to cry

barish ji tree per cherey ga kaun ...... pehlay uperjana seekhna hoga   
Posted 06 Dec 2006

guest. says
fark parta hai agar koi app k liye imp ho to!
simple!

hamay pasand nahi koi hum-naam tera
koi tujh sa ho to naam bhi tuj sa rakhay

kuch yehi shair hai na

koi app sa ho bhi to woh app ki kami pori nahi kar sakta..kyunk woh app nahi ho
issliye kisi k honay ya na honay say fark parta hai
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
~Fragi~ said:

mein nahi yeh topic lucky hai .... see guyz kaun aya yahan .....

Aapko lucky isliye kaha tha kion k Masha Allah Aap lucky ho

Posted 06 Dec 2006

~Fragi~ says
Allah karey Sam bhaiya
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
~Fragi~ said:

Shaid duniya mein aksar logo k aaney janey sey kafi farq parta hai

like Newton na aata tu physics k kafi laws hee na miltey

Newton na aata to aap k khayal main ye duniya aise e bethi rehti..
Koi aor hota ...jo Duniya ko wo e sab bata deta..
Kion k Duniya ko to aagay barhna hota hey....
Posted 06 Dec 2006

~Fragi~ says
baat kissi aur k na aaney kee nahi .. baat newton kee importance kee hai jo us k saath munsalik thee
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
>Aasera< said:

Ham na hon gey to ah jan-e-wafa
yaad aen gien hamali batain

Doctor Sam said:

Kya farq parta hey... shayad bohat kamm log hain jinhain kisi k HONE ya NA HONE se farq parta hey.

to yah achi bat hoi ya buri? lol

i wish i wish i wishhhhhhh kuch log mujhe bhoolll jaen
tah-k ham hon na hon toi farq na palhay
and ham moj talain :P

Lucky behna....
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
~Fragi~ said:

baat kissi aur k na aaney kee nahi .. baat newton kee importance kee hai jo us k saath munsalik thee

aap ne kaha na k agar wo na aata to aapko physics k rules na miltay so i m saying k wo na aata tab bhi mil jatay..

Posted 06 Dec 2006

~Fragi~ says
haan per us k aney sey fark tu para na .. shaid koi aur itnee asani sey na dhond sakta
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
QUEEN VICTORIA said:

dil chhota na keray dr sb mujhay pata chala tha jab aap last two days ghayab thay

aray....

Malka-e-Victoria... ye baat nahi hey....

darasal..

baat kuch yun hey k..

Pichlay kuch arsay se Hum sochtay rehtay hain.. OBSERVATIONS aor EXPERIENCES ko lay k..
Phir mukhtalif sawal zehn main uthtay hain to kabhi kabhi yahan JBIANS ki khidmat main bhi paish kar dete hain..

tafseel main janay ka mood nahi ho raha....
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
............Wagarna hum to bharpooor koshish kartay hain K Tawaqoaat kamm se kamm rakhain.....
Posted 06 Dec 2006

~Fragi~ says
per lucky honey kee samajh aabhi tak nahi ayee ....
Posted 06 Dec 2006

Doctor Sam says
baqi baatain Kal bataien gay...

abhi Hum thak gaye hain...

kal k liye tayari bhi karni hey.. JIS kisi ko yaad raha namaz main mere liye bhi dua karay. K main pass ho jaoon.. Aameen

Posted 06 Dec 2006

Reply to Topic