Logo

{ Hum Na Hongay ..... }

mere kehne se kya hota hey....

Posted on 12/9/2006 7:59:46 PM

nahi aksar insaan bus insan aisey he sochney lag jata hai

Posted on 12/9/2006 8:11:56 PM

chalain logo ye bataien..

kya aap ki zindagi main aise log hain jin k chalay janay ya na honay se aap ko koi farq paray..

aor kya faraq parray ga..

Posted on 12/9/2006 8:23:37 PM

waisey in general speaking


Her insaan kee life mein chahey woh kitna zalim ya kharoos heee kiyoon na ho koi na koi aisa aadmi zaroor hota hai jis ko woh khona nahi chata aur kho deney k dar sey bhi bohat darta hai

aisey mein yeh sawal tu hai hee nahi k fark na parey


waisey meri life mein shaid aab koi aisa nahi

Posted on 12/9/2006 8:28:41 PM

mohaabbbaaatt karne waaaale
kam na honnnggeee
teri mehfillll mei lekinn
hummmm na honge
aaa aaa la laal lalalaalaaa...

mujhe yeh gana yaad aa gaya

Posted on 12/9/2006 8:58:41 PM

dhoondo gay mulkon mulkon milnay kay nahin.nayab hain hum

Posted on 12/9/2006 9:08:59 PM

taaabeer hai jiss ki hasrat o gham
aae hum nafaso,, woh khaab hein hummmmmmm

queennuuuuuuuuuuu

Posted on 12/9/2006 9:33:42 PM



do saheliyan.. kya guftagu farma rahi hain....


Posted on 12/10/2006 12:19:08 PM

sharing a song   

Posted on 12/10/2006 12:22:16 PM

i m serious logo

Posted on 12/10/2006 7:38:47 PM

sam bhaiya ... log serious nahi ho saktey

but hope so aapko tu jawab mila hee hoga jo aap dhond rahey they

Posted on 12/10/2006 7:41:37 PM

oupsss... serious topic


phir hum kuch nahi kehte
serious hone ka mood hi nahi hai

Posted on 12/10/2006 9:43:44 PM

woh tu kabhi ho hee nahi sakta na

Posted on 12/10/2006 10:42:31 PM

is qism k sawalon k jawab shayad kabhi nahi miltay.. insaan hamesha talash main rehta hey.. haan ye ho sakta hey k kuch uljhanain sulajh jaien..

ye koi itni bardi baat nahi hey.. shayad kisi hadd tak natural hey... lekin i feel k ab waqai Log aik doosre k sath itne zyada conscerned nahi rahay hain.

Shayad logon ko cheezon k hone ya na hone se farq parta ho, lekin bohat kamm logon k INSAANON k hone ya na hone se faraq parta hey....

Posted on 12/11/2006 1:42:08 PM

pa ji tusi tay janaty hooo mai sub k secret janata hooon tu raaz kahay k lolzz

Posted on 12/11/2006 3:52:41 PM

u kno mujy bachooon ki phonch say dooor rehny ko kaha hai lolzz j/k



Posted on 12/11/2006 3:57:35 PM

lolzz takay tumhary 5Rs bun jayan

Posted on 12/11/2006 4:17:32 PM

Moazziz hazraat...

Topic se mutalliq guftagu farmaiye...

Kion zaib bhai.. kya kehtay hain aap is baray main....

Posted on 12/11/2006 11:03:35 PM

woh kiya kethy hain

baat tu sach hai but baat hai ruswiee ki



its ok dude

Posted on 12/12/2006 1:16:01 PM

Lekin aap ne izhaar-e-khayal nahi kiya..

Kya aap ko logon k hone ya na hone se farq parta hey..

Posted on 12/12/2006 3:16:31 PM

haan yaar faraq tu partaa hai ....... aub dekho mai bauth say forums k mem hooon aur asaa mem hooon k wahan mera naam he ghomta retha hai .but mai udher kum jata hooon n yahan zaida ataa hooon cz yahan mai sub ko bauth acchi thran janata hoon n ap sub mujy .yahan meri kisi say frndship hai ya nahi but yahan say meri khuch affilations hain so is liya maza idher zaida ataa hai aur






Posted on 12/12/2006 3:24:29 PM

real life ki baat karain to....

Posted on 12/12/2006 6:28:11 PM

Na koi hay..Na koi tha...

Posted on 12/13/2006 9:00:21 AM

future main to ho sakta hey na...

be positive

Posted on 12/13/2006 8:30:40 PM

Doctor Sam:
lekin i feel k ab waqai Log aik doosre k sath itne zyada conscerned nahi rahay hain.

Shayad logon ko cheezon k hone ya na hone se farq parta ho, lekin bohat kamm logon k INSAANON k hone ya na hone se faraq parta hey....



simple si baat hay
cheezain hamarey kaam ati hain
log aj kal kaam nahin atay
thats y :D



Posted on 12/13/2006 9:01:47 PM

so we are that much selfish k ...........

well this may be one point behna... May be we are getting so materialistic...

Posted on 12/15/2006 12:30:03 PM

new_beau:
Na koi hay..Na koi tha...



Na koi tha ........   

Posted on 12/15/2006 7:17:33 PM