new_beau said:Tapki Jee...Yeh aap kay Sig mainn jo Shair hay..yeh poori ghazal mil sakti hay please..??
In Fact meri aik Ghazal issi Bahar mainn hay....Magar aap waala shair mainn pehli baar suna hay...And I dont like keh meri ghazal kisi say match ho...Issi liyey Aap waali ghazal perh ker mainn apni ghazal mainn change ker doon ga..ta keh woh match na ho..
My Lines are...
"Koi tou hay jo Tah-e-Khayaal rehta hay"
"Hamesha Jawaann jis ka Malaal rehta hay"
"Hum tou kabhi chhor bhi detay hainn justajoo teri"
"Yeh magar Dil hay, keh hamesha Fa'aal rehta hay"
And more....
KING OF JB said:eray wah aj to tapki jee teen talk main ai hoi han