~CHANDNI~
Age: 124
7841 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
garmiye hasrat nakam say jal jaty hay
ham chiragoon ki trah sham sy jl jaty hay
shama jiss agg may jalti hay nomaish kay liye ham ushi agg may gumnam say jal jaty hay
jab bhi ata hay tera name mery name kay sath jany kiyon log mery name say jal jaty hay
~CHANDNI~
Age: 124
7841 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
HAPPY MOTHERS DAY TO ALL MOM'S AND GRANNIES, I WISH YOU A BLESSED HAPPY DAY FILLED WITH LOTS OF LOVE, GOOD FOOD AND THE SPIRIT OF THE LORD....
~CHANDNI~
Age: 124
7841 days old here
Total Posts: 56416
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
,MAA BAAP KA SAAYA
wah haanth jo ponchhte then aansun mere
meet jaate then gham,jinke duwaon ke asar se
Dhudhte hain o kaandhe,roti thi aankh jin par
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
Ungli pakad kar chalna,hajaar khwahisen karna
Gujarti thi unki zindagi , humare hi dagar se
Yaad aati hai o baaten Dil rota hai AAH aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
wO ruthna humara , wO aansuyen bahana
puri hoti thin khwahishe,humare is asar se
Baagh aate hain yaad ,chubhte hain kaante aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
Dil todna na unka ,na taklif kabhi dena
Nikaalna hai tumhen hi unhen Ashkon ke shahar se
Yatimon ko dekho unhen ja kar samjho,kya hota hai tab
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
Wo dhundhli si aankhen,Wo maasum sa chehra
Yatimon ko dekhoge , jab unke hi nazar se
Samajh jaaoge AAAH tum bhi ,kya hota hai tab
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se
EHSAAS ki ek ilteza hai , ek baat meri maano
Apna aashiyana banana,Unke muhabbaton ke asar se
Bahut taklif hoti hai,,hota hai KAASh honoto per aksar
Maa Baap ka saaya jab uth jaata hai sar se