Valentines....

3896 views 72 replies
Reply to Topic
Doctor Sam

Age: 124
Total Posts: 19257
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
do u beleive in celebrating valentines day.?

last year, i made a topic.. just wanted to convey my thought...

Celebrating this day means Following Saint valentine.. do we have to follow him?
Posted 12 Feb 2007

~Fragi~ says
mashallah naik khiyalat hain

yeh hamarey students ka haal hai


yeh mashra kahan ko ja raha hia
Posted 17 Feb 2007

Posted 17 Feb 2007

what abt thanksgiving? muslims in america also celebrate
Posted 17 Feb 2007

ZaM says
@ topic

i dun believe
Posted 18 Feb 2007

Doctor Sam says
Asman se Tapki said:

Doc ap ko to gusa aya yar apka gusa hum masoom logon k liay khatarnak ho sakta hai cz ap to dr. hain na.
neway aala hazrat khaksaar ne arz ki na k main b taqree kar rai hoon . bai V day to main b celebrate nai karti. magar main phir b ye nai kehti k v day celebrate karna bura hai. janab koi chez achi ya buri tab hoti hai jab ap us ko use achai ya burai kliay karen. ab agar jo loag v day pe ......to be contd ...abi main parhai kar loo.



zindagi main Ghussa karne k liye oar bohat c baatain pari hain.. aisi choti choti baaton pe ghussa nahi kartay Hum...
Posted 18 Feb 2007

Dr. apki samjhdari pe pehle jo thora bht shak tha ab wo b nahin raha. ab hum nay apko samjhdar maan lia.

bt ap ab mje bataen kin bari bari baton pe apko gusa ata hai. main wo karon gi mje bht shok hai apko gusay ki halat may dekhnay ka
Posted 19 Feb 2007

~Fragi~ said:

mashallah naik khiyalat hain

yeh hamarey students ka haal hai


yeh mashra kahan ko ja raha hia




janab ap muashray se alag hain kia?
Posted 19 Feb 2007

Jo loag had se barhney walay hon un k liay v day jesa koi moka hona zarori nai.
Posted 19 Feb 2007

~Fragi~ says
Asman se Tapki said:

~Fragi~ said:

mashallah naik khiyalat hain

yeh hamarey students ka haal hai


yeh mashra kahan ko ja raha hia




janab ap muashray se alag hain kia?



nahi per is ko pusti mein jata nahi dekh sakta
Posted 19 Feb 2007

Doctor Sam says
Mujhe jo kehna tha, main ne keh diya.. Lekin ab jo discussion start hogi, i m not going to play any role..

Fazool behas karne ka koi shoq nahi hai, Mods chahain to ye topic close bhi kar saktay hain. Jis ko baat samajhni thi, us ne samajh li hogi..
Posted 19 Feb 2007

dr. ko gusa aa gaya. . doc mje bht maza aya hai tumhen taao dila kar.

iman se yar bht acha idea hai k mazid behas na ki jaey aiven mje b apni nazuk ungliyon ko taklif deni parti ha.
Posted 20 Feb 2007

~Fragi~ says
TOPIC CLOSED
Posted 20 Feb 2007

Reply to Topic