Aasera said:
sis friends ko wish karna kaisay haram ho gaya?
Aasera said:
Shadiyon par MAHDNI MAIYON DAnce etc yah sab bi to hinduana rasmain hain...in par koi topic kion nahin banta??? shadiyan to sara saal hoti rahti hain.. lol
+ agar na-mahram ko valentine wish karna "ghalat" hay to kia waisay hi main FRIENDS ( chalain isi forum ko lay lain) yahan sab HUGS send kartay hain... "i love you" boltay hain etc... tab to yah bi usi line main ata hay na..or not? us tarha to PM main na-mahram say bat karna bi haram hay...msn par bi... kahin bi TANHAI main bat karna etc
Aasera said:
islam main GIFTS dainay ko bola gaya hay...kay is say "PYAR BARHTA HAY"
so agar ham "fazol" things par APNAY liyay paisay kharch kar saktay hain to saal main aik din kisi ko gift day diya to mujhe to koi burai nahin nazar ati is main.
Main to manati hon...and manati rahongi... i love to give gifts , flowerz and cards 2 my dear sisterz.. and kuch nahin to WISH zaror karongi.
Aasera said:
" Bat sirf itni hay kay KOI bi din ho, HAD main rah kar manao to koi burai nahin,
Aasera said:
but agar EID ko bi GHALAT tarikay say manao gey to is say EID HARAM nahin ho jaey gi,.. GHALTI AAP KI HOGI."
Aasera said:
( uff mujhe neend a rahi hay )
Doctor Sam said:
~Fragi~ said:love ko express karna bura nahi
kisi khas din per bhi express karna bura nahi
Ijtimai taur per express karna b bura nahi
aur khas ker gifts dena b hargiz bura nahi
tu valentines day manana b bura nahi
haan per cheap harkatien karna,stupid kaam karna , kissi ko tung karna hargiz theek nahi
there is no Logic for celebrating valentines day.. for us, There Must be No logic... it doesnt belong to US...
Smooth_daddy said:
Doctor Sam said:WHAT WE CAN DO
hold your ground, resist temptations.
Smooth_daddy said:
~Fragi~ said:love ko express karna bura nahi
kisi khas din per bhi express karna bura nahi
Ijtimai taur per express karna b bura nahi
aur khas ker gifts dena b hargiz bura nahi
tu valentines day manana b bura nahi
haan per cheap harkatien karna,stupid kaam karna , kissi ko tung karna hargiz theek nahi
your right fragi, expressing your love to your spouse is not wrong. But it is wrong for people to show it to non-mehrams, if we are believers in its fullest sense.
Observence of this day encourages illicit relations and promotes indecency. Above all, it is part of christian renaissance - tracing roots to roman christian origin.
Smooth_daddy said:my question is, what are our roots, our identity, our heritage, our customs, I do not mean paki, I mean Muslim
Fairl_Girl said:mohabat ka din hai to mohabat to hum kisi na kisi se kartay hi hai kam se kam mom dad to huwe
~Fragi~ said:
Doctor Sam said:
~Fragi~ said:love ko express karna bura nahi
kisi khas din per bhi express karna bura nahi
Ijtimai taur per express karna b bura nahi
aur khas ker gifts dena b hargiz bura nahi
tu valentines day manana b bura nahi
haan per cheap harkatien karna,stupid kaam karna , kissi ko tung karna hargiz theek nahi
there is no Logic for celebrating valentines day.. for us, There Must be No logic... it doesnt belong to US...
Love kee koi country religion boundary nahi hoti, aap is ko dosroon ko follow karney k bajaye apney hisab sey mana lo apney hisab sey celeberate kar lo
Aasera said:
sis friends ko wish karna kaisay haram ho gaya?
yarrr kia na sab haath dho kar is din kay pichay parh jatay hain har saal
Shadiyon par MAHDNI MAIYON DAnce etc yah sab bi to hinduana rasmain hain...in par koi topic kion nahin banta??? shadiyan to sara saal hoti rahti hain.. lol
+ agar na-mahram ko valentine wish karna "ghalat" hay to kia waisay hi main FRIENDS ( chalain isi forum ko lay lain) yahan sab HUGS send kartay hain... "i love you" boltay hain etc... tab to yah bi usi line main ata hay na..or not? us tarha to PM main na-mahram say bat karna bi haram hay...msn par bi... kahin bi TANHAI main bat karna etc
islam main GIFTS dainay ko bola gaya hay...kay is say "PYAR BARHTA HAY"
so agar ham "fazol" things par APNAY liyay paisay kharch kar saktay hain to saal main aik din kisi ko gift day diya to mujhe to koi burai nahin nazar ati is main.
Main to manati hon...and manati rahongi... i love to give gifts , flowerz and cards 2 my dear sisterz.. and kuch nahin to WISH zaror karongi.
" Bat sirf itni hay kay KOI bi din ho, HAD main rah kar manao to koi burai nahin, but agar EID ko bi GHALAT tarikay say manao gey to is say EID HARAM nahin ho jaey gi,.. GHALTI AAP KI HOGI."
Doctor Sam said:
~Fragi~ said:
Doctor Sam said:
~Fragi~ said:love ko express karna bura nahi
kisi khas din per bhi express karna bura nahi
Ijtimai taur per express karna b bura nahi
aur khas ker gifts dena b hargiz bura nahi
tu valentines day manana b bura nahi
haan per cheap harkatien karna,stupid kaam karna , kissi ko tung karna hargiz theek nahi
there is no Logic for celebrating valentines day.. for us, There Must be No logic... it doesnt belong to US...
Love kee koi country religion boundary nahi hoti, aap is ko dosroon ko follow karney k bajaye apney hisab sey mana lo apney hisab sey celeberate kar lo
so we can also celebrate christmas deewali holi etc ... un ko follow karne k bajaye apnay style se manaya ja sakta hai... KYA HARJ HAI...
I may not be that strong MUSLIM but i strongly beleive , Religion is most important in Life.. and we have to set EVERYTHING according to it.
Doctor Sam said:do u beleive in celebrating valentines day.?
last year, i made a topic.. just wanted to convey my thought...
Celebrating this day means Following Saint valentine.. do we have to follow him?
Doctor Sam said:kya hut k hain.. kya ye aisa event hai jo sab religions k liye hai
~Fragi~ said:
Doctor Sam said:kya hut k hain.. kya ye aisa event hai jo sab religions k liye hai
MOHABAT AMAN HAI ...
MOHABAT ALAMGIRIAT HAI
MOHABAT INAM HAI KHUDA KA
Smooth_daddy said:
and what is it that you are wishing friends?
and who are those friends? I don't mean you as you it rather general.
Smooth_daddy said:Now who said you can't give gifts and well wishes to your sisters? and then mhy valentine's day? The spirit of valentine is not about that kind of affection.
Smooth_daddy said:
Aasera said:
" Bat sirf itni hay kay KOI bi din ho, HAD main rah kar manao to koi burai nahin,
disagree
I respect everybody's days of celebration but don't want to follow anybody's days or celebrations. There is no question of limits or out-of-limits there. The reason we have our own festivities and etiquettes of celebrating those are to give us our own identity.
you sound so much like Saal, I mean Aeysha
Asman se Tapki said:o yar Valentines day k peechay paray huay hai sb loag. bai agar v day hamari tehzeeb ya hamary religion ka hisa nai hai to yar labor day, mothers day, fathers day, bday, children day, womens day ye sab...? evev kashmir day b phir hum q manaty hain mazhab may to kahin nai aya k is kisam k youm e yakjehti manaey jaen.....
rahi sam g media ki bat to bai media ka agar qasoor hai to yar majboori b hai unki. agar suppose paki chanels nai ye sab dikhaty to is k bawajud dosron bht se chanels asay hain k wo ye sab dikhatay hain .
Asman se Tapki said:yar hum khud ko darust kar lain to phir baqi loagon ki b fikar karen na. hum in fazool topics pe ghanton taqreer kar sakty hain but hum may se kitnay hain jo mazhab ki basic baton par amal kartyy hain. sachi bat to yeh hai k mazhab ko hum sirf bahas o mobahisay k liay use karty hain. ammal ZERO...
ksi or v day se related topic may maine isi kisam ki taqrer ki thi. yar tohfa dene se muhabat barhti hai to kia harj hai v day manay may or kisi ko ehsas dilanay may k u love him/her. jitni taiz raftar kisam ki zindgi hum guzar rahy hain hamain to itna time nai milta k apnay piyaron se izhar karen k hum unse kiytni muhabat karty hain to aik din asa mana lia jaey to not bad .