7 Punjabi 3 Pathan

2086 views 27 replies
Reply to Topic
new_beau

Age: 124
Total Posts: 10168
Points: 0

Location:
United Arab Emirates, United Arab Emirates
Saat Punjabi Teen Pathan
Kya Khaak Jeetay ga Pakistan

Aray Logo yeh naa'aray lag gaye Pakistan main.....
Posted 18 Mar 2007

Posted 18 Mar 2007

~CHANDNI~ says
Posted 18 Mar 2007

sun_shine says
cricket main haar jeet to hoti rehti hain we shoul'nt criticise them for it.its just a game although its a major event but luck factor cant be denied.
Posted 18 Mar 2007

its not abt luck,,,they played bad thats y they lost to ireland
Posted 18 Mar 2007

modz postin in wrong section.,.
*impressive*

mY recommendation ;
Sports Talk
Posted 18 Mar 2007

Ashii says

2 baloch, 2 sindhi aur 2 kiranchi waale hote to kya jeet jaate
waise sab mil k haarte to aur maza aata
Posted 19 Mar 2007

sun_shine says
shahrukh khan said:

its not abt luck,,,they played bad thats y they lost to ireland

har kaam jahan mehnat kaam karti hain wahan kismat ka bhi haath hota hain,is wakt i think Pakistan Cricket Team ko aap logo ki support ki zaroorat hain agar aaj is wakt hum in ka saath nahi daingay to phir kis wakt?
Posted 19 Mar 2007

kOoLeSt1 says
Posted 19 Mar 2007

new_beau says
Frankenstein said:

modz postin in wrong section.,.
*impressive*

mY recommendation ;
Sports Talk

Impressive Comments Frankenstein....

I was talking about the happenings only..

But thanks for indicating....I'll move it to sports talk.
Posted 19 Mar 2007

cricket walon ko kia ho gayaaaaaaaaaaaaaaaa?
Posted 19 Mar 2007

Bitoo says
cricket walay keh rahain hai k choclate khani hai
Posted 19 Mar 2007

new_beau says
Hnn ki keriyey
Posted 20 Mar 2007

wafakadard says
new_beau said:

Saat Punjabi Teen Pathan
Kya Khaak Jeetay ga Pakistan

Aray Logo yeh naa'aray lag gaye Pakistan main.....

SUPPORTERS he igar CAST gin rahay hoon
to Pak khak jeete gha kya??????????

is main yeh kya KHAN hai yaan PATHAN hai
Posted 20 Mar 2007

sun_shine says
yaa you are right.baat team work ki hain aur kismat main nahi tha to nahi ho saka.
Posted 20 Mar 2007

wafakadard says
sun_shine said:

yaa you are right.baat team work ki hain aur kismat main nahi tha to nahi ho saka.

SS bilkul theek

waysay bhi TRUST ME

jo LOG match nhi dekhtay
wohi aj kal zeeada batin kar rahay hain

keh Paksitan ko yeh karna cahye tha aur yeh

aur jab woh BOWLERS ko lay kar nhi gaaay

us wakat kisi nay supports nhi diiiiiii

us wakat yeh jalse aur batin kartay to BOWLERS FIT hoo janae thay
Posted 20 Mar 2007

I guess they saved their career...
coz according to doctor their bodies will have effect of medicine approx 2 years.
aur agar wahan per unn ka dope test hota to unn ka career khatam ho jana tha.. due to permanent ban...

jo mistake hai woh yeh keh inhain 4~5 players ko advance mai tayar karana chahiye tha.. practice mai rakhna chahiye tha.. khair... hamaray mashwaray aur un ka sun-na....

Posted 20 Mar 2007

new_beau says
wafakadard said:

Bhai jaan mainn nay kuchh nahin kaha...

I just said keh Karachi mainn Jo Protest ho rahay hainn wahan yeh slogan chal raha hay

acha to pahlay bataooo naaa

abhi sukar karooo main nay ider say botalain nhi uthaa li thi
Posted 20 Mar 2007

wafakadard says
Rehan M Din said:

kam iz kam bandaa
test to dayta hai na

abhi waysay bhi SHOAIB ka to abhi over he samjooo
Posted 20 Mar 2007

punjabi bhi pakistani hai aur pathan bhi pakistani hein baat khatam :p

yaa sahi kaha Aap nay.pakistani team ko bhi to shouk nahi tha k wo is tarah say haar jaye.bas jaha itnay wakiyaat aur deegar masail ko hum nay nazar andaaz kiya hain waha inko bhi mauf karday to i think buhat behtar hoga

Yes... aur bhee 2-3 players hain zadddd mai...
lets c...

Posted 21 Mar 2007

new_beau says
wafakadard said:

new_beau said:

wafakadard said:

new_beau said:

Saat Punjabi Teen Pathan
Kya Khaak Jeetay ga Pakistan

Aray Logo yeh naa'aray lag gaye Pakistan main.....

SUPPORTERS he igar CAST gin rahay hoon
to Pak khak jeete gha kya??????????

is main yeh kya KHAN hai yaan PATHAN hai

Bhai jaan mainn nay kuchh nahin kaha...

I just said keh Karachi mainn Jo Protest ho rahay hainn wahan yeh slogan chal raha hay

acha to pahlay bataooo naaa

abhi sukar karooo main nay ider say botalain nhi uthaa li thi

Botalainn Ghum zada ho ker peernay kay liyey ya maarnay kay liyey ??? explain yaar
Posted 22 Mar 2007

new_beau says
sun_shine said:

wafakadard said:

sun_shine said:

yaa you are right.baat team work ki hain aur kismat main nahi tha to nahi ho saka.

SS bilkul theek

waysay bhi TRUST ME

jo LOG match nhi dekhtay
wohi aj kal zeeada batin kar rahay hain

keh Paksitan ko yeh karna cahye tha aur yeh

aur jab woh BOWLERS ko lay kar nhi gaaay

us wakat kisi nay supports nhi diiiiiii

us wakat yeh jalse aur batin kartay to BOWLERS FIT hoo janae thay

yaa sahi kaha Aap nay.pakistani team ko bhi to shouk nahi tha k wo is tarah say haar jaye.bas jaha itnay wakiyaat aur deegar masail ko hum nay nazar andaaz kiya hain waha inko bhi mauf karday to i think buhat behtar hoga

Aray...aap tou perfect lagay ho mujhay PCB ki new chairmanship kay liyey
Posted 22 Mar 2007

new_beau says
mr nice guy said:

punjabi bhi pakistani hai aur pathan bhi pakistani hein baat khatam :p

Samajh gaya mainn nay
Posted 22 Mar 2007

sun_shine says
yaa kaash main ban sakti to kam az kam players ko to nahi albatta public ko zaroor theek kar deti
Posted 22 Mar 2007

Ashii said:

2 baloch, 2 sindhi aur 2 kiranchi waale hote to kya jeet jaate
waise sab mil k haarte to aur maza aata

Ashi ki baat mai dum hay
waisay mujhe koi dukh nahi hua siwaye Bob Woolmer ki death kay. Main ne akhree macth tab dekha tha jab pakistan India se Quater Final hara tha 96 kay world cup main
Posted 22 Mar 2007

Reply to Topic