sun_shine said:waisay acha hain k wo rest karay takay hamari Asian teams ko bhi koi chance mil sakay
sun_shine said:yaa woh is tarah k Jones buhat achay bowler hain,agar Eng ka match kisi Asian teams say hua to wo obviously achi bowling karaingay jiski waja say ho sakta hain k Asian team haaray,aur yehi hum nahi chahtay.
wafakadard said:

![]()
but SS igar kamzoor team say jeeto to banda kamzoor he rehta hai![]()
is liye always play with best phair best banoo to maza ata
![]()