mujh se tujh ko yun bhulaya na jaye ga yeh zakham dil se yun uthaya na jaye ga usye chaha tha main ne khuda ki tarhan maga us ke dil se woh paraya na jaye ga kabar main bhi khyal un ka bhulaya na jaye ga kisi ka dil jeetna ho tu kuch ban ke dikhao mujh se dil us ka youn churayan na jaye ga jeetye jee usye apna na bana saka zindagi kis kabil marnye ke baad bhi us apna banaya na jaye ga pyar main is tarhan narazgi achi nahi hoti premi woh hua hai naraz tujh se manaya na jaye ga
cutefriend
Age: 40
7950 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Bohat ho chuki mohabbat mein meri ruswai Ae Khuda main wafa kar ke bhi bewafa kehlaya Dard kitne hain bata nahin sakta Zakhm kitne hain dikha nahin sakta Ankhon se samjh sako tu samjh lo Ansoon gire hain kitne gina nahin sakta
Fairl_Girl
Age: 125
7677 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
main shair ko dekh ke bola tha ki aisa nahi hota cf ke shair ko last walay luv ka matlub cf anso girana dekhana bahana nahi hota luve ka matlub kushi hota hai kushi dehna khushi layne
Fairl_Girl
Age: 125
7677 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha
cutefriend
Age: 40
7950 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
main shair ko dekh ke bola tha ki aisa nahi hota cf ke shair ko last walay luv ka matlub cf anso girana dekhana bahana nahi hota luve ka matlub kushi hota hai kushi dehna khushi layne
woh tu ap ki baat 100% sahi hai dear
per dekho na ager prblms hoon tu phir
cuz kam se kam jis ko apun love kerta hai us ko apun rulana nai chatha jo marzi hoooo
cutefriend
Age: 40
7950 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte Raaz-e-hasti kuch nahi aksar yehi dekha gia Be-khabar hanste rahe aur ba-khabar rote rahe Me khanay ki tauheen hai rindo ki hatak Kam zarf ke haath me agar jaam diya jayai Hum karain baat daleelon se to rud hoti hai Is ke honton ki khamoshi bhi sanad hoti hai Abhi mitti na khunki thi abhi paani na barsa tha Magar bazm-e-anasir me tere hone ka charcha tha
Woh pathar dil sahi hamara bhi ye dawa hai Hamaray lab jinhe chu le wo pathar bol utte
isi se aik baat yaad a gaye haye woh khuwabbbbbbbbbbbbbb kab haqeeqat ho ga