Mein Apna Ajj Apna Kaal Tumhare Naam Karta Hoon Mein Is Jeevan Ka Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon Mera Guzra Hua Kaal To Mere Mazi Ka Hisah Hai Mein Apna Ajj Apna Kaal Tumhare Naam Karta Hoon Khizain, Sardian, Garmi, Baharein, Barishein, Jara Mein Har Mosaam Ka Har Har Pal Tumhare Naam Karta Hoon Tumhare Dukh, Udasi, Gham, Sabhi Ranj-o-Alam Lekar Mein Yah Khushion Bhari Chagal Tumhare Naam Karta Hoon Sitare Asmaan Ke Sab Tumhari Mang Mein Bhar Kar Shaab-e-Tera Ka Sab Kajol Tumhare Naam Karta Hoon Tumhare Bin Yah Har Aik Pal Mujahy Bechain Rakhta Hai Mein Apna Dil Hai Jo Bekal, Tumhare Naam Karta Hoon
Fairl_Girl
Age: 125
7663 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thxx ,,,, Haseen Aag Teri Peshani-e-rangeen main jhalakti hai jo AAG Teray rukhsar ke phoolon main dekheti hai jo AAG Teray seenay main jawani ki dehekti hai jo AAG Zindagi ki yeh haseen AAG mujhay bhi de dey Teri aankhon main farozan hain jawani ke sharar Lab-e-gulran pe raqsan hain jawani ke sharar Teri har saans main ghaltan hain jawani ke sharar Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey Aa ke zulmat main koi noor ka saman kar loon Apnay tareek shabistan ko shabistan kar loon Is andheray main koi shama farozan kar loon Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey
cutefriend
Age: 40
7937 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
Fairl_Girl said:
thxx ,,,, Haseen Aag Teri Peshani-e-rangeen main jhalakti hai jo AAG Teray rukhsar ke phoolon main dekheti hai jo AAG Teray seenay main jawani ki dehekti hai jo AAG Zindagi ki yeh haseen AAG mujhay bhi de dey Teri aankhon main farozan hain jawani ke sharar Lab-e-gulran pe raqsan hain jawani ke sharar Teri har saans main ghaltan hain jawani ke sharar Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey Aa ke zulmat main koi noor ka saman kar loon Apnay tareek shabistan ko shabistan kar loon Is andheray main koi shama farozan kar loon Zindagi ki yeh haseen aag mujhay bhi de dey
Fairl_Girl
Age: 125
7663 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Teri dhleez per piyaasa aye tha Tuney bhi auro ki tarha thokra deya Samandar ka pani pi kar bhi piyaas na bhojhi Kash ek bar apney Hounton es piyaase ko pani pilaya to hota Janey Se pehle hum ko Ek bar seena se lagaya to hota Mutlabi-e-bewafa kah kar daman chora leya tum na EK bar Es Na Cheaz Ko apna piyaar ka kabil samjha to hota
Fairl_Girl
Age: 125
7663 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
v nice
Bhari mehfil mein tanha mujhe rehna sikha diya, Tere pyar ne duniya ko jhoothha kehna sikha diya, Kisi dard ya khushi ka ehsaas nahin hai ab to, Sab kucch zindagi mein chup-chaap sehna sikha diya