Fairl_Girl
Age: 125
7664 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Wo Pyari si Hansi tere Chehre ki, Wo Kajal se Saji Aankhen teri, Wo Dil kashi Zulfein teri, Wo Khil khilata hua Chehra tera, Wo Madhosh kar dene wala Ehsaas tera, Mujhko mujhi se Chura le gaya, Mujhe tera Deewana bana le gaya...
Wo Dilnasheen Baatein teri, Wo Pyar bhare shabd tere, Wo Sweet si Aawaz teri, Mera Dil Chura le gayi....
cutefriend
Age: 40
7938 days old here
Total Posts: 47726
Points: 0
Location:
London, United Kingdom
nice work fg
for u .........
meri raho ke jo jugnon hain woh tere hain teri rahon ke jo andhere hain woh mere hain chu sakta nai koi gham tujhko tujha per duaon ke jo pehrey hain woh mere hain
wafakadard
Age: 125
7541 days old here
Total Posts: 6204
Points: 0
Location:
United States, United States
Sabnam phool saba aur cahnd sataroon tum he kahoo keh us ki ankhon main ik khof hai kyon? mujh se bichar jane ka sayed us ko ilam nhi keh woh meri sansoon main jeeta hai N MALIK
Fairl_Girl
Age: 125
7664 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Kabhee zamaane ki baton ka humper asar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye, Haan kuch logon ne jo may(shraab) ko zahar ka naam diya
Wo jo saath den to ik pyaala zahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Zindgi kaatne ke humne bahaane dhoondhe Kangaal basti me humne khzaane dhoondhe Thak ker huaa mai choor sahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Aas jisski thee wo kabhee bhee paas na aaya Zindgi ko mera salaam raas na aaya Cum se cum mujhko zindgi ki kadar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Dhoondhte hain koi gulaab itne chehron me Mera koi thikana nahi hai itne shahron me Koi dil mera shahar ho jaaye Phir ishq ka rog lage or zindgi basar ho jaaye
Fairl_Girl
Age: 125
7664 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Bohat Kuch MAin ne Kehna Hai Bohat Kuch Tu Ne Kehna hai Dilon Mein Jitne JAzbay hai Labon Pr Onko Lana hai Magar Ye Majra Kiya hai Ke Hum Kahmosh Bety hain Na Mujh se Baat hoti hai Na Tum Azhaar Karti ho Tumhein Maloom Hai Sub Kuch Jo Mere Dil mein Pinhaa Hai Tumhare Dil ki Kaifiyat Se Main Bhi Agah hoon Lekin Mujhe Khamosh Rehna hai Tumhe Khamosh Rehna hai Magar Ye Kab Talak Hoga Humay Khamosh Lamhon Ne Juda agar Kar diya To Phir ?? Mujhe Tum Se Gila hoga Tumhe Mujh se Gila hoga Humhe Ab Hijr ki Lamhat se Khud ko Bachana hai Dilon Mein Jitny Jazbay hai Labon Par On ko Lana