friend_16 said:itnaa cute hai ... is ki orange eyes hein ya pic mein prob hai?
Bitoo said:Tiger or master ki pic dikhao
![]()
![]()
cutefriend said:JALA DIA GODDDDDDD
rapunzel said:
kafi achi chezain pali thi Cf
hmmm parrots hain bus billi ko Ammi ne gahr se nikal dya![]()
arye niyolye barye kaam ki cheez hia yar
sanp ghar main nahi a sakta
u know us ke baad usi colony main aik aur ghar main shift ho gayen hain and is main nioylye nahi hia
so aik baar sanp bhi a gaya and us ko apun ne phir jala dia