Mr Twisty said:jab bhee kisee nigaah ne mausam sajaaye hain
tere labon ke phool bahut yaad aaye hain
nikley jab safar pe to mahdood thaa jahaan
teri talaash ne kayee aalam dikhaaye hain
rishton kaa aitibaar, vafaaon kaa intizaar
ham bhee chiraagh le ke havaaon mein aaye hain
raston ke naam waqt ke chehray badal gaye
ab kyaa bataayein kisko kahaan chorh aaye hain
ai shaam ke farishto zaraa dekh ke chalo
bachon ne saahilon pe gharonde banaaye hain
Poet: Nida Faazli
eshajam said:nice sharing
~CHANDNI~ said:

~tasha~ said:gud work twisty
QUEEN VICTORIA said:nice 1