Fairl_Girl
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Tamam umra apni zindgi se dur rahe,
Uski khusi ke liye apni khusi se dur rahe,
Ise badkar wafa kya hogi,
Ki uske hokar bhi hum usi se dur rahe
Fairl_Girl
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
thxxx
Eik Paagal Ka Usey Salaam Kehna
Jaane Waalo! US Ke DES Mein Jao Agar
To Is Paagal Ka Usey Yeh Paighaam Dena
Yaad Mein Us Ki Guzarte Hain Sub-0-Shaam Kehna
Zindagi Ka Markaz, Soch Ki Mehwar Woh Hee Hai
Dil Usi Ka, Zindagi Bhi Hai Us Ke Naam Kehna
Deewaron Pe Us Ka Naam Na Likhne Ki Wajah Batana
Qalam Aur Haath Ke Beech Tha Us Ka Aehtaraam Kehna
Jaane Waalon! Agar Yeh Kehne Ka Waqt Na Mile To Faqat
Fairl_Girl
Age: 124
7524 days old here
Total Posts: 26920
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
husn jab mehr’baaN ho to kyaa keejiye
ishq kii maGfirat kii du’aa keejiye
(mehr’baaN : generous; maGfirat : pardon, forgiveness)
is saliiqe se unse gilaa keejiye
jab gilaa keejiye haNs diyaa keejiye
duusroN par agar tabsiraa keejiye
saamne aaiinaa rakh liyaa keejiye
(tabsiraa : criticism)
ap sukh se haiN tark-e-talluq ke baad
itnii jaldii na ye faislaa keejiye
(tark-e-talluq : breaking off)
ko’ii dhokhaa na khaa jaaye merii tarah
aise khul ke na sabse milaa keejiye