A K S said:tum ne tou barishoon ko mehaz baraste deakha hay,
Maine aksar barish ko kuch kehtay suntay deakha hay,
deakhe y sab ne payasi dharti ko bhigote badal,
maine abre-gham ko chupky say mun main utertay deakha hay,
tum deakhtay ho barsaat ki jaal thaal har saal,
maine barsaat ko0 baarha palkon pe machalte deakha hay,
kaise mangon phir barasta sawan RAB se apne,
k ein aankhoon ne bastiyon ko sawan mainujarte deakha hay,
seekh gaye hum barishoon ko andar utarne ka fun,
aur phir sub ne humain har dum har pal hanste deakha hay...
A K S said:tum ne tou barishoon ko mehaz baraste deakha hay,
Maine aksar barish ko kuch kehtay suntay deakha hay,
nazar kuch
zuban kuch
hont kuch keh jate hain
kabhi to suno hamare sine mein chupi us awaaz ko
hum jise ‘aap’ aur aap jise dharkan keh jate hain…