rapunzel said:Aik prob ka pochna hai mujhe har country mein chand (islamic months) ka alag nikalta hai eid bi alag hi hoti hai
Zilhaj k maheenay mein kuch dua n nawaf waghira jis din hajj hota hai us din wo dua parhni hoti hai ab masla ye hai k we r in Pak tu hum wo dua kab parhain?jab Suabi Arab mein hajj ho rha ho ya jab yahan hajj ka din banta hai
Eid hum Saudi Arab ks ath nhi manate lekin Hajj tu dosri cheez hui na
Koi guide kare Plzz
Bazigaar said:

u have to go according to where u live!!!
tell me this...do we say our 5 time prayers on saudi arabia's timings??? no right...bas to phir...simple se logic hae...u do what u have to according to where u live...
last but not least...God knows..He see what we r doing...agar app sachay dil se jo kerna hae kar rahi ho to Gid will inshallah accept it even if u r early or late
Aasera said:yahi baat koi yahan ki masjidon kay molviyon ko bi samjha day
aik hi city main rahtay hoay sab kay chand alag alag days nikaltay hain
Bazi bro mairay paas aik question hay,
kahtay hain kay Qabah rukh paon kar kay nahin sona/laitna chahiyay
ab agar room kay konay(corner) ki taraf khana-e-Qabah ata ho to us corner ki dono walls ki taraf aap paon nahin kar saktay?
or sirf corner ki taraf?
hope aap maira question samajh jaen.