YAS said:yaar yahan par raat ke 9 baj rahe hain aur time bohat tezi se guzar raha hai aur phir wohi subha ajayegi jab uth kar mujhe job par jana hoga...
![]()
YAS said:woh haal mera kal hoga, monday mujhe sabse bura lagta hai, job par sara kaam ghussay mein ek ek minute ginte guzrega...
lekin paa g yeh kya yaar, itni kyon pili
Rehan M Din said:
bhook to mujhay bhi lagi hai... aur yahan per 8 ho rahay hain...![]()
shahrukh khan said:paa g cool AV
![]()
YAS said:issay pata chalta hai ke khana pina chor kar, seedha JB par log in hota hai
![]()
shahrukh khan said:
Rehan M Din said:
bhook to mujhay bhi lagi hai... aur yahan per 8 ho rahay hain...![]()
aapka nashta ban raha hoga![]()
YAS said:ab tak to jal gaya hoga...rehan jao nashta karlo JB kahin bhaga nahin jaa raha
![]()
shahrukh khan said:acha paa g aur rehan bhai main chala soney,,,kal miltey hain
![]()
![]()
Ashii said:paa g
yani k pajiiiii ne tandoor lagaya hua hai kyaaaaa
![]()
![]()
YAS said:
Ashii said:paa g
yani k pajiiiii ne tandoor lagaya hua hai kyaaaaa
![]()
![]()
kabhi normal baat bhi kar liya karo, koi farak nahin parta