Aik Baat Batayin

2078 views 51 replies
Reply to Topic
Rapunzel

Age: 124
Total Posts: 51848
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan
Mujhe Jb join kye kam se kam 3 saal hone ko hain n mein ne ab tak bohat se mebers dekhe hain but un sab mem mein aik baat common hai aur wo hai time pass aur dosre ki parwa na karna
Aisa kion hai
Posted 14 Mar 2008

na karien aap ka kya jata hai
Posted 14 Mar 2008

Rapunzel says
jata hai coz mein ne bohat se ache mem ko is wajah se jb chorte dekha hai
Posted 14 Mar 2008

SupidGuy says

rapunzel said:

Mujhe Jb join kye kam se kam 3 saal hone ko hain n mein ne ab tak bohat se mebers dekhe hain but un sab mem mein aik baat common hai aur wo hai time pass aur dosre ki parwa na karna
Aisa kion hai

Maday Ki Mehnat!!!

Materialistic!!!!!

agar kuch loog chale gaye hein tu iss ki bhi koi waja ho gi......
dont u think so?????

Posted 14 Mar 2008

sun_shine says
I think hamain bhi yeh forum join kiye huay takreeban 3 saal honay ko hain.
per i think kisi ki parwah na karna its naturally.
aaj kal kay daur main how can we expect kay hum kisi say achay tareekay say baat na karay aur hum chahay k woh Hum say achay tareekay say baat karay.
Per Insaan k nature main change aata hain.
kisi ki nafrat ka jawab kabhi bhi nafrat say naday
give them you lil time and you will see the difference InshAllah
   
Posted 14 Mar 2008

rupu real world main bhi tu kam log parwa kartey hain
Posted 14 Mar 2008

Rapunzel says
SupidGuy said:

pahli bat samjh nhi ayi

baat madiat pasanndi ki nhi bat khud garzi ki hai yahan mem khudgarz hain
Posted 14 Mar 2008

Rapunzel says
SupidGuy said:

rapunzel said:

jata hai coz mein ne bohat se ache mem ko is wajah se jb chorte dekha hai

agar kuch loog chale gaye hein tu iss ki bhi koi waja ho gi......
dont u think so?????

yeah n mein wo wajah janti hon wo hai yahan mem ka behavior
jab atak ap k pas authority ya koi + point hai mem agay peche hain lekin jaise hi koi manzir se ghayab koi atta pata hi nhi poochta jaise Bazi Bhai ka i dont knw where is he but missing him,Qv is very very gudgal kab se wo ghayab hai koi baat hi nhi
Posted 14 Mar 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

I think hamain bhi yeh forum join kiye huay takreeban 3 saal honay ko hain.
per i think kisi ki parwah na karna its naturally.
aaj kal kay daur main how can we expect kay hum kisi say achay tareekay say baat na karay aur hum chahay k woh Hum say achay tareekay say baat karay.
Per Insaan k nature main change aata hain.
kisi ki nafrat ka jawab kabhi bhi nafrat say naday
give them you lil time and you will see the difference InshAllah
   
baat nafrat mohabat ki nhi na parwa karne ki hai mein ye nhi kah rhi ap kisi ko time ya parwa na do wo phr bi apo ki kare i m just saying this k jab tak koi mem forum pe hai wo acha jaise hi wo ghayab hua koi atta patta karne wala nhi this is fam forum fam mein tu sab ko aik dosre ka khayal hota hai lekin yahan sab jo hai wo acha jo chala gya use bhool jayo thts really bad
Posted 14 Mar 2008

Rapunzel says
shahrukh khan said:

rupu real world main bhi tu kam log parwa kartey hain

agree lekin kya hamin dosron jaisa hi banna chhaiye?
Posted 14 Mar 2008

sun_shine says
I Think Reality yehi hain
per shayad jo Members nahi hain unkay friends jo forum main hain unhain hamesha yaad kartay ho.
per shayad unkay baray main maloom karnay k bawajood unhain pata na chala ho.

kartey hoon gey maybe through pm..
Posted 14 Mar 2008

~CHANDNI~ says
rapunzel said:

Mujhe Jb join kye kam se kam 3 saal hone ko hain n mein ne ab tak bohat se mebers dekhe hain but un sab mem mein aik baat common hai aur wo hai time pass aur dosre ki parwa na karna
Aisa kion hai

may bhi kiya   asy   hoon
Posted 14 Mar 2008

~CHANDNI~ said:

Posted 15 Mar 2008

agar concerned honay per aglay banday ki bizti ho jae
to woh dobara kisi ka pochay ga nahi...
feeling daba dai ga..
hamaray saath to aisa hi hai...
Posted 15 Mar 2008

~Fragi~ says
yeh human nature hai
Posted 15 Mar 2008

ankh ojhal pahar ojhal
Posted 15 Mar 2008

~Fragi~ says
nai some times hum insaano ko sahi tarah samajh hee nahi patey
Posted 15 Mar 2008

Rehan M Din said:

agar concerned honay per aglay banday ki bizti ho jae
to woh dobara kisi ka pochay ga nahi...
feeling daba dai ga..
hamaray saath to aisa hi hai...

nahi nahi nahi
Posted 15 Mar 2008

~Fragi~ said:

yeh human nature hai

banday par depend karta hai
Posted 15 Mar 2008

~Fragi~ says
nahi yaar generaly hota hai
Posted 15 Mar 2008

~Fragi~ said:

nai some times hum insaano ko sahi tarah samajh hee nahi patey

koi b kbi b kisi ko mukamal smjh ni pata.
insan khud ko sai smjh ni pata dosron ko smjhna to zada mushkil ha
Posted 16 Mar 2008

~Fragi~ said:

nahi yaar generaly hota hai

agreed
Posted 16 Mar 2008

shahrukh khan said:

Rehan M Din said:

agar concerned honay per aglay banday ki bizti ho jae
to woh dobara kisi ka pochay ga nahi...
feeling daba dai ga..
hamaray saath to aisa hi hai...

nahi nahi nahi

Posted 17 Mar 2008

wesay forums per its common...
Posted 17 Mar 2008

lolz rapu tum kyon tension mein par rahe ho :P forum hi hai wese bhi koi ata hai koi jata hai..ab muje dekho post kiya aur chal diye lolz koi parwa kare na kare humain koi tension nahi :D
Posted 17 Mar 2008

Rapunzel says
sun_shine said:

I Think Reality yehi hain
per shayad jo Members nahi hain unkay friends jo forum main hain unhain hamesha yaad kartay ho.
per shayad unkay baray main maloom karnay k bawajood unhain pata na chala ho.

may Be
Posted 20 Mar 2008

Rapunzel says
shahrukh khan said:

rapunzel said:

shahrukh khan said:

rupu real world main bhi tu kam log parwa kartey hain

agree lekin kya hamin dosron jaisa hi banna chhaiye?

kartey hoon gey maybe through pm..

yeah may be
Posted 20 Mar 2008

Rapunzel says
~CHANDNI~ said:

rapunzel said:

Mujhe Jb join kye kam se kam 3 saal hone ko hain n mein ne ab tak bohat se mebers dekhe hain but un sab mem mein aik baat common hai aur wo hai time pass aur dosre ki parwa na karna
Aisa kion hai

may bhi kiya   asy   hoon

kya kahain

ohhhhh
Posted 20 Mar 2008

Reply to Topic