Forums
Freedom of Speech
Aik sawaal
Reply to Topic
sun_shine
Age: 124
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum How are you All? hamaray Mind main aik confusion hain jaisay aksar log kehtay hain kay Dil say mat sochain Dimagh ki baat manain yaa Phir Apnay dil ki sunain. I think Sochnay ,samajhnay ka kaam sirf Dimagh ka hain Dil tho sirf Blood Pump karta hain so Hum aisa kyun kehtay hain k dil say sochay etc ........ .......... ..............
BadShaH1
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
khabi kuch hua nahi seeney mein. jb kissi cheez ka khayal ata hey, dil kch kerta hey ussi cheez key barey mein kehtey hein log.
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
per Normally science ki ru say dekhay tho Dil kab sochta hain ,Dil ka bolnay sochnay say koi talukk hi nahi.
BadShaH1
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
woh to language ki evolution hey na key woh to jesey log bolein gey wsey dhal jayegi. Logon ko science satisfy nahi ker sakti, intution n metaphysics b koi cheez hey unke liey or wohi ziada IN hey. issi liey woh jeet gayi.
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Ok right per insaan k mind main yeh dono khayaal dimagh hi k hotay hain?
BadShaH1
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
I think so yey safely kaha jaa sakta hey. Bt merey personal opinion mein dil mein koi system zrur hey.
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa may be. yaa kyunkay sochtay wakt aap aisay feel kartay hain jaisay aap apnay dil say pooch rahay ho.
BadShaH1
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
bilkul.
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa kuch to hain yaa shayad yeh falsafa hum na apni taraf say bana liya hain.
BadShaH1
Age: 124
8101 days old here
Total Posts: 6924
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
nai. uska reaction b to hota hey. One can feel its effect on some other entity.
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
yaa right
Shahrukh Khan
Age: 124
7898 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
walekum salaam..fine,,and u?...kuch cheezien hain jo dil sey nahi damag sey sochni chahiyey,,,kuch cheezien damag sey nahi dilse
Shahrukh Khan
Age: 124
7898 days old here
Total Posts: 43596
Points: 0
Location:
Netherlands, Netherlands
dil sirf blood pump nahi hai...bohat kuch hai...aur dil jab dharakta hai tu ALLAH ke name sey...means jab dil dharkta hai tab ALLAH ki awaz ati hai
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said: walekum salaam..fine,,and u?...kuch cheezien hain jo dil sey nahi damag sey sochni chahiyey,,,kuch cheezien damag sey nahi dilse
Alhamdulilah Fine Thanks. yaa right per Dil kaisay sochta hain? Sochnay ka kaam tho Dimagh ka hain?
sun_shine
Age: 124
7050 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
shahrukh khan said: dil sirf blood pump nahi hai...bohat kuch hai...aur dil jab dharakta hai tu ALLAH ke name sey...means jab dil dharkta hai tab ALLAH ki awaz ati hai
yaa very Right Sir
valandrian
Age: 2023
2463 days old here
Total Posts: 153147
Points: 10
Location:
,
valandrian
Age: 2023
2463 days old here
Total Posts: 153147
Points: 10
Location:
,
Reply to Topic