GOL GAPPAY

4259 views 126 replies
Reply to Topic
Rehan M Din

Age: 44
Total Posts: 15020
Points: 0

Location:
Pakistan, Pakistan

Har cheez mehngi hoti ja rahi hai...
majboran
hamain bhi rates revise karnay par rahay hain

GOL GAPPAY (Simple) = Rs. 40 per dozen

GOL GAPPAY (Special) = Rs. 50 per dozen



Posted 12 May 2008

Rapunzel says
Khuda ka khauf karo Bhra jee
Posted 12 May 2008


mujhay pehlay hi pata tha
keh ap ko rate kam honay par aitraz ho ga...
Posted 12 May 2008

Rapunzel says
han tu aur kya
Posted 12 May 2008


ap k liye to free hain...

Posted 12 May 2008

Rapunzel says
wowwwww
Posted 12 May 2008


chalain ab jaldi sai apni friends ko invite karain...
jitnay ziada gol gappay bikain gay...
utnaay ziada ap ko milain gay...

Posted 12 May 2008

Rapunzel says
50-50 profit mein share ho ga?
Posted 12 May 2008


hmmmmmmmmm....
aik shart per...
Posted 12 May 2008

Rapunzel says
kya
Posted 12 May 2008


2 kalay murghon wali biryani...
Posted 12 May 2008

Gol Guppay yaar aub itnay bhi mehngay nahi huay hooon gay ....
Posted 12 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:


2 kalay murghon wali biryani...



murghay bare
Posted 12 May 2008

~Fragi~ says
nai aisa ho chuka hai
Posted 12 May 2008

sweetie says
GOL GAPPAY.. YUMMMMMMYYYYYYYYYYYYYYYY
Posted 12 May 2008

~Fragi~ says
itna nahi khatey moto aapo
Posted 12 May 2008

sweetie says
mae agay hee itna kam khati hun
Posted 12 May 2008

Gee-Z said:

Gol Guppay yaar aub itnay bhi mehngay nahi huay hooon gay ....



huay hon gay matlab...
ho gae hain yaaar...
Khameri Roti (sada naan) ki price Rs. 9 ho gai hai brother...
aur cooking oil = Rs. 160 per litre


Posted 13 May 2008

rapunzel said:

Rehan M Din said:


2 kalay murghon wali biryani...



murghay bare


ohoooooooooo... baray nahi chotay murghon ki biryani banani hai...


Posted 13 May 2008

~Fragi~ said:

nai aisa ho chuka hai



khanay ki chezon ka ap ko nahi pata ho ga to kisay pata ho ga...


Posted 13 May 2008

sweetie said:

GOL GAPPAY.. YUMMMMMMYYYYYYYYYYYYYYYY



aik plate special bhijwa doon???

Posted 13 May 2008

~Fragi~ said:

itna nahi khatey moto aapo



haaan ji... itna nahi khatay... is sai ziada khatay hain...

Posted 13 May 2008

sweetie said:

mae agay hee itna kam khati hun



tension na lain aunty... aik plate aur kha lain...

Posted 13 May 2008

~Fragi~ says
sweetie said:

mae agay hee itna kam khati hun




ji ji somo pehlwan aaapo
Posted 13 May 2008

~Fragi~ says
Rehan M Din said:

~Fragi~ said:

nai aisa ho chuka hai



khanay ki chezon ka ap ko nahi pata ho ga to kisay pata ho ga...




coz tum rooz itney kisey sunatey ho khaney peeney k
Posted 13 May 2008


main to sirf qisay sunata hoon...
ap to practical shuru kar detay hain...
kabhi 20 Rotian khanay ka...
kabhi coke ka poora carton peenay ka..
kabhi falooday kay 6 glass peenay ka..
aur kabhi 5 kilo mithai khanay ka...
Posted 14 May 2008

Rehan M Din said:

Gee-Z said:

Gol Guppay yaar aub itnay bhi mehngay nahi huay hooon gay ....



huay hon gay matlab...
ho gae hain yaaar...
Khameri Roti (sada naan) ki price Rs. 9 ho gai hai brother...
aur cooking oil = Rs. 160 per litre




OMG
Posted 14 May 2008


pehli plate free mil jae gi...
pareshan na ho...
Posted 15 May 2008

Rapunzel says
Rehan M Din said:

Gee-Z said:

Gol Guppay yaar aub itnay bhi mehngay nahi huay hooon gay ....



huay hon gay matlab...
ho gae hain yaaar...
Khameri Roti (sada naan) ki price Rs. 9 ho gai hai brother...
aur cooking oil = Rs. 160 per litre




9 rupaya ye kahan ki qeemat bata rhe hain
Posted 15 May 2008

Rapunzel says
Posted 15 May 2008

Rapunzel said:

Rehan M Din said:

Gee-Z said:

Gol Guppay yaar aub itnay bhi mehngay nahi huay hooon gay ....



huay hon gay matlab...
ho gae hain yaaar...
Khameri Roti (sada naan) ki price Rs. 9 ho gai hai brother...
aur cooking oil = Rs. 160 per litre




9 rupaya ye kahan ki qeemat bata rhe hain


tandooor ki...


Posted 16 May 2008

Reply to Topic