Age: 124
7007 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*Ok jee Right Abhi Morning main I was reading the topic"zarae kamyaabi" In this Topic yeh bataya gaya hain 2 kinds of people hotay hain 1st jo kisi kaam ko kartay wakt pehlay us k positive points ko dekhtay hain,un k mind main ek hi baat hoti hain k they have the power to do this work n at the end kaamyabi unka mukkadar banti hain
2nd wo log jo kaam karnay se pehlay us k negative points ko ziyada importance detay hain un k dil o dimagh main nakaami ka khauff hota hain tho woh usi kaam main nakaam ho jatay hain It means k nakaami ka khauff hi uski bunyaad hain I am Explaining this Topic in my own words I think achi book hain...!
Age: 124
7007 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Assalam O Alaikum
*Ziyada Topics study nahi huay coz aaj kal time kam hota hain yahan kay halaat Alhamdulilah theek hain University main kabhi kabhaar fight ho jati hain groups ki jiski waja se baki colleges n universities kuch din bandh ho jatay hain
Age: 124
7007 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rehan M Din said:
wat are major issues of disputes??
Assalam O Alaikum
*Main problem yeh hain k aaj kal hum main bardasht aur aik dosray k views respect se sunnay ki Himmat khatam ho gae hain,hum sirf apna sochtay hain choti choti baaton pe Hostel boys fights kartay hain aur in 5 ya 10 students ki waja se hazaron students ki taleem mutasir hoti hain...!
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
Rehan M Din said:
wat are major issues of disputes??
Assalam O Alaikum
*Main problem yeh hain k aaj kal hum main bardasht aur aik dosray k views respect se sunnay ki Himmat khatam ho gae hain,hum sirf apna sochtay hain choti choti baaton pe Hostel boys fights kartay hain aur in 5 ya 10 students ki waja se hazaron students ki taleem mutasir hoti hain...!
Age: 124
7007 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
*yaa Right woh un baaton pe lartay hain jis pe I think a 15 years bachay bhi nahi lartay They all are mashAllah young future of the Country but a lil bit irresponsible...!