Age: 38
6017 days old here
Total Posts: 863
Points: 0
Location:
United Kingdom, United Kingdom
hi freinds im totally agree with rehan inqalab aik din mein nahi aata nasley qurban hoti hain or pakistan bilishuba aik muslim country hai or isey hasil bhi islam k basis par he kiya gaya tha lekin shorow say he islam par koi khatir khuwa tawaju nahi di gayi meine jo kaha tha ahista ahista to us ka matlab yehi tha or islam ko raij karney k liye jo koshish ki ja rahi hai woh pichley 60 saalo say nahi ho rahi pichley kuch saloo mein shorow huwi hai so it must take time.Mera khayal hai k hamein waqayi system k liye naya topic rakhna chahiye.
Age: 44
6618 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sab kuch as decided in plan ho raha hai... American policies fight against terrorism will be continued... aur Judges ko bahal nahi honay dena... Musharaf ka muakhza nahi hona... Mehngai barhani hai.. aur pooray mulk mai fitnay start karnay hain...
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
sun_shine said:
Assalam O Alaikum
*Yaa Right Sir per yah system tho ziyada arsay chalnay wala nahi jahan Log Shortcut rasta use kartay hain Wahan unhain nuksaan bhi to hota hain Hum Asians isi waja se tho taraki nahi kar rahay
yaa jahan Govt kay Log khud paltay hain Bhala Woh Idara woh kyun bandh karaingay What can I say About this Poltics....!
Walaikum Assalam ye system 61 saal se chal raha hai Ss aur mein heeran hun Pak abhi tak Qaim kaise hai?? Jo kuch hamare politicians is mulk k saath kar rhe hain ye Mulk Aj aik mquza hai
sahih jitni corruption in politicians mein hain us ka 10% bi awaam mein nhi magar hum aik bewaquf qaum hai her baar ghalti dhoorate hain
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
tehzeeb.... itna aslah jo mosque kay andar tha woh gaya kidhar????????? Media walon ko kyoun nahi dikhaya ga... Public ko kyoun nahi dikhaya gya????? Billi kha gai ya Jinnnn utha kar lai gae?????? aur massage center walon ko kya saza sunai gai thi kya koi bata sakta hai???? un ko massage center chalanay sai mana kia gya tha... agar kisi kay muhallay mai ya paros mai fahashi ka adda khul jae to woh kya karay ga???? ap nay sirf woh strips chalti dekhi hain jo Media walon nay Govt kay kehnay per chalai... molana sahab sai baat govt ki hi hti thi... Media walon ko khud to interview lenay hi nahi dia gya... ziada tar logon nay usi per yaqeen kia jo TV per aa raha tha is liye haqaiq sai parda kesay uthay ga...???? aur phir Geo ko ban kyoun kia gya???????
SS yeh system taqreeban 70 saal sai to chal raha ya us sai bhi pehlay...... aur ap keh rahi hain ziada arsa nahi chalay ga...
asalaha bi koi maani nhi rakhta bhai mujhe tu ye samjh nhi aa rha jo foreigners ka dhindhora peeta gya tha wo kahan gya aik bi zinda ya murda band nhi mila aur hamara media Geo walon ne tasweer ka aik rukh dikhaya PTV ki khair baat hi nhi karni wo hai hi govt ka tv lekin Geow alon ne jaise coverage ki hai mujhe bohat afsoos hua
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
log majboor hain ya jo bhi hain... sab ka kaam nikal raha hai is liye kisi ko tension nahi... system theek ho ga to sab kay kaam nikalna band ho jaen gay... iss liye boht sai log nahi chahtay keh system change ho...
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
Jamia wali jagah per khaimay laga kar tadrees ka kaam start kar dia gya hai... lekin sochnay ki baat hai kya abb wahan per usi frequency sai dobara student parhnay aen gay...??? is madrisay ko itna badnaam kia gya hai keh wahan per janay sai pehlay student kai baar sochain gay..... and obviously wahan sai baghawat kay asrat hamesha miltay rahain gay... aik nahi to dosri soorat main...
jamiya ko bad-naam kiya gya hai lekin mera khiyal hain jin logoon k bache aur bachiyan shaheed huey hain wo loog lazmi bhejain gay ap khud dekhain aj jitne bobm blasts ho rhe hain un mein inka naam lagaya jata hai tu ye loog kaise chup bethein gay
Aur is k asraat tu ab sari zindagi chalne hain agar hamari nhi tu un logon ki zindagiyon mein jin ki betiyan raat k andhere mein jalayi gyi hain
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
Allah ap ki zuban mubarak karay... Inqilab aik din mai nahi aata... naslain qurban hoti hain... us kay baad ja kar kisi ko qurbanion ka reward milta hai... kisi bhi tehreek ko kamyab karnay k liye aur Inqilab lanay k liye boht monazzam hona parta hai... aur yeh baat bilkul clear hai keh jitna soood ka kaam barhta jae ga... awam utni ziada sust hoti jae gi... kyoun k unhain sirf peson ki pari ho gi... aur kuch bhi nazar nahi ae ga... yahi aaj kal ho raha hai... CREDIT per garian CREDIT per ghar CREDIT per Business CREDIT per Shopping aur phir us credit ko pay karnay k liye bhag dor...
Allah ham sab kay haal per reham farmae... Aamin
ab bi tu kitni naslein tabah ho gyi hain rozz kahen blasts kahen reliyan kahen police ka lathi charge aur bilasubah inqeelab aye ga lekin apki baat theek hai is waqt 95% qaum pese k lye pagal hui hui hai jahan dehkho paise ki zoban boli aur samjhi ja rhi hai
Ameen sumameen lekin dua tab tak asar nhi rakhti jab tak duwa ka intezaam na kiya jaye
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
us din Sheikh rasheed ka programme sun rhi thi "Kal Tak" mein as guest aya tha aik sawal tha k America ka plan hai Kahota mein attack karne ka jo k taqreeban pura hota nazar aa rha hai Peshawar k raste wo agay barhte ja rhe hain isk jawab mein Sheikh sahib ne irshad farmaya Kahoota mein ab kuch nhi hai koi nuclear prog wahan ab maujaud nhi tu akhir wo sab kahan gya
Age: 44
6618 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rapunzel said:
us din Sheikh rasheed ka programme sun rhi thi "Kal Tak" mein as guest aya tha aik sawal tha k America ka plan hai Kahota mein attack karne ka jo k taqreeban pura hota nazar aa rha hai Peshawar k raste wo agay barhte ja rhe hain isk jawab mein Sheikh sahib ne irshad farmaya Kahoota mein ab kuch nhi hai koi nuclear prog wahan ab maujaud nhi tu akhir wo sab kahan gya
Age: 44
6618 days old here
Total Posts: 15020
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
secret project aik jagah per poray nahi hotay... un ko mukhtalif locations per divide kia hota hai aur un ki location ba-waqt e zarorat change ho jati hai...
sadar ka muakhza... game of zardari... karnay wala hota to jab assembly ki tashkil huwi thi us waqt kar sakta tha... 95% chances thay... ab to sirf 25% chances hain...
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Rehan M Din said:
secret project aik jagah per poray nahi hotay... un ko mukhtalif locations per divide kia hota hai aur un ki location ba-waqt e zarorat change ho jati hai...
sadar ka muakhza... game of zardari... karnay wala hota to jab assembly ki tashkil huwi thi us waqt kar sakta tha... 95% chances thay... ab to sirf 25% chances hain...
hmm ab samjh ayi haan ye tu game hai Zardari ki akhir dora e America se tashreef laye hain unk loote(PM) nayi hadayat aur aqwal e Bush k saath
Age: 125
7112 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Al-qaeda ka tu naam hi na lein Mulk hamara hai aag unhein lagi hoti hai
Aur PML Q walon ki khud konsi izzat hai jo unhein kisi ki izzat ki fiker ho 2nd Mushi ki izzat ab rahi bi kahan hai???
Beshak ye sab aik bohat acha drama hai jo k yaqeenan kamyaab ho gya aur Mush bi Short-cut ki tarah bahir ja kar aish karain gay Zardari sahab ka naam tu waise hi Sadar k toor pe lya ja hi rha hai Ab dekhein waqt aur kiya dikhata hai
Aik aur baat He is Not GENERAL Pervaiz phr bi usko General kaha jata hai abhi tak agar aisa hai tu iska court-marshal krain phr sahih maza aye ga