Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
~Fragi~ said:
Umeed rakhnee chaiyee .. per us umeed k pora honey kee umeed nahi rakhni chaiyee
ye tu bohat mushkil hai na aur umeed tu khud bakhud lagayi jati hai jaise hamein apne parents ya frnds se umeedain hoti hain aur pura na hone ka dukh bi tu kya insan umeed ko chor de??
Age: 37
7674 days old here
Total Posts: 11550
Points: 0
Location:
Police State, Pakistan
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
Asian said:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor park P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro
Thnzz Asian tum ne waqi mujhe aik mushkil se nikala hai so umeed nhi Bharoosa
Age: 124
7545 days old here
Total Posts: 12314
Points: 0
Location:
Hungary, Hungary
Asian said:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro
Nice Saying Asian!!!
but a lil Edition that you should make (I've pointed it out)...
Age: 124
7060 days old here
Total Posts: 51848
Points: 0
Location:
Pakistan, Pakistan
SupidGuy said:
Asian said:
umeed nahi ALLAH per bheroosa rak na chiyah, Hazoor pak P.B.U.H. us nay kitay dukk aur gum deeka pir be us nay soocha nahi ALLAH-O-AKBAR, jo ho ga woh ho ga bass apna imaan no toro
Nice Saying Asian!!!
but a lil Edition that you should make (I've pointed it out)...
Age: 124
7008 days old here
Total Posts: 13494
Points: 0
Location:
Afghanistan, Afghanistan
Rapunzel said:
Aik Quote hai "Umeed pe Dunya Qaim hai" jab k dosra Qool hai "Insan ko Loog nhi balkay unse wabasate Umeedain Dukh deti hain"
Insan ko umeed rakhni chahiye ya nahi??thts the Question
Assalam O Alaikum
*yaa Very Right Rishton aur Umeedon ka buhat gehra taluk hain Like its Natural for us Hum Apnay parents,brothers etc se buhat umeedain rakhtay hain But In other case Like in friends hamain ziyada Umeedain nahi rakhni chahiye Kyunki aksar aapki umeed Poori nahi hoti Like if My Friend is very caring n Loving She also want me to be very loving and caring towards her Per agar aisa nahi hota Definately yeh hum se wabista umeedain unhain Dukh puhunchaingi So Dont Expect alot Coz Expectations Hurts...!